Har paida hone waale ko marte waqt kafan pehenna padta hai ... vaise hi har kaale dhande karne waale ko hathkadi pehenni padti hai
Rajinikanth
Main baniya hoon sahab ... sab kuch bahut sambhaal ke kharch karta hoon
Abhishek Bachchan
Tumhari bakwaas sunne ke saath saath ... mujhe business bhi chalana hai
Dino Morea
Public samaan dekhti hai ... dukaan nahin
Naseeruddin Shah
Agar paisa ban sakta tha ... toh maine banaya hai
Main dhande ke liye marne ko tayaar hai ... par tu sirf mujhe maarne ke liye ... marne ko tayaar hai?
Randeep Hooda
Duniya mein har kaam fayde ke liye kiya jata hai
Ajay Devgan
Ek baar kaam karna shuru kardoon ... no income, no tax ... (kya) no income tax
Salman Khan
Malik, tu aur teri yeh company ... khallas
Vivek Oberoi
Pachees baar keh chuka hoon ki ... dhande ki baat phone pe nahi
Dhanda karte hai chote log ... bade log karte hai business
Ajay Jadeja
Apne mujhe paanch minute diya tha na? ... saade char minute mein sab kuch khatam kar diya maine ... tees second profit, munafa ... yahi hota hai business
Hamare business pe koi nazar daale woh hum mein bardaash nahi ... our business is our business ... none of your business
Daisy Shah
Darr ka business is the best business
Paisa uska joh dhanda jaanta ho ... aur main hoon dhando no gando chokro
Saif Ali Khan
Koi kaam chota nahi hota ... kaam karne waale chote hote hai
Sher Khan kaale ka dhanda karta hai ... lekin imaandari se
Pran
Hamare dhande mein aasunyon ke saath koi rishta nahin hota
Om Puri
Politics ka business aur business ki politics ... dono ajeeb hai ... kab palat jaye pata hi nahi chalta
Mohan Kapoor
Hamare dhande mein maafi nahi chalti ... sirf luck chalti hai
Sunil Shetty
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory