Garmi-e-hasratein nakaam se jal jaate hai ... hum chiragon ki tarah shaam se jal jaate hai ... shama jis aag mein jalti hai numaish ke liye ... hum ussi aag mein gumnaam se jal jaate hai ... jab bhi aata hai tera naam mere naam ke saath ... jaane kyun log mere naam se jal jaate hai
Unknown
Saare jahan ka dard sametkar, jab kudrat se kuch na ban saka ... toh usne tumhari yeh do aankhen bana di
Kabse is pyasi zameen pe barish ki ek boond tak nahi giri ... par aaj yahan toofan aayega
Bipasha Basu
Shaam hai, baarish hai, pyar ka mausam hai ... sun lene de hawa mein faile hue sangeet ko ... aag hai, tadap hai, bebasi ka aalam hai ... keh lene de aaj kuch bichre hue meet ko
Shruti Ulfat
Aap sirf insaanon ka ilaaj karna jante hai ... bhigdi hui atmaon ka nahi
Ashutosh Rana
Aaj ki raat tarasne ki nahi, barasne ki raat hai
Agar ek aurat apne suhaag ko bachane ki zid kare ... toh woh ishwar aur shaitan, dono ke iraade badal sakti hai
Tumhari bakwaas sunne ke saath saath ... mujhe business bhi chalana hai
Dino Morea
Aisa lagta hai ki yeh bijli ek baar phir giregi ... pata nahi kispe aur kahan
Faasla shiddat-e-ehsaas se kam hota hai ... ek zara haath bada do toh chu loon tumhe
Dil ke faasle ehsaas se kam hote hai
Main pencil se likhi hui ibaarat nahi hoon ... jise jab chaha likha aur mita diya
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory