Dosti ya dushmani, jab tak jam ke na ho ... mazaa nahi aata
Mard ko abaad bhi aurat karti hai aur barbaad bhi aurat karti hai
Aaine ke paas toh kuch bhi nahi ... meri aankhon mein teri tasveer hai
Is desh ke shehar shehar, gaon gaon mein, yahan tak ki ghar ghar ke andar nashe ko pohchane ki lagan honi chahiye hum mein
Cancer se zyada khaufnak bimari toh aapki ragon mein daud rahi hai ... nafrat ki bimari, shaq ki bimari
Hamari tarakki ke raaste mein joh bhi aayega uski zubaan band karni hogi ... rupaiyon se nahin toh goli se
Duniya mein koi aaisa taala nahi bana jiski chaabi bhi na bani ho
Insaan ko na kuch paane ki khushi honi chahiye aur na kuch khone ka gham
Heroine ki zindagi is like an elected government ... paanch saal tak party ... uske baad support
Joh insaan jurm ke khilaaf awaaz uthata hai ... usko duniya baaghi hi kehti hai
Duniya mein sabsi gehri dushmani miya biwi ki hoti hai
Is baar ishq sacha hai
Main gareebi ka woh nivala hoon ... joh amir ke gaale mein atak jaye toh uska halak cheer ke rakh de
Sapna dekhna gunah nahi hai ... sapne mein gunah karna nisangik hai ... sapna na dekhna sangeen apradh hai ... sapne mein gunah karna zaroori hai
Yeh dimaag ka khel hai joh dil se khela jaata hai
Bahut auratein dekhi jinke liye jaan di jaa sakti hai ... pehli baar ek aaisi ladki dekhi jiske liye jaan li jaa sakti hai
Jab jab dega Ravanraj adharm aur anyay ko bagaava ... tab tab aayenge adharm vinashi, yeh hai daava
Risky is like whiskey ... uska mazaa wohi janta hai jisne taste kiya hai
Hum sab is duniya mein koi ek khaas kaam karne ke liye bheje gaye hai
Yeh hai mere dost, khate nahi ghost ... naam ka Bhagwan hai, dil ka insaan hai ... is hi ki meharbaani se gadha pehalwan hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory