Kuch rishtey zindagi se hote hai aur kuch rishtey khoon se ... mera paas dono hi the
Yahan se nau do gyarah ho ja ... nahi toh teri zindagi mein aaj ke baad barah toh kya ... kabhi kuch bhi nahi bajega
Swarg mein uparwaala premiyon ki jodi banata hai ... aur yahan dharti par unhe milata hai
Hindustan ki pavitra dharti par pehda hokar ... gadhe ki tarah mehnat karke, kutte ki tarah jeena chhodkar ... chori chakari kar raha hai?
Kyun ki bhagwan ek hi waqt har jagah nahi ho sakte na ... is liye unhone maa ko banaya hai
Main apna antim sanskar kar chuka hoon
Jab bhi main tumhe taqleef mein paonga ... sabse pehle main apna haath badaonga
Humne uski jamaad aur uska naam ration card se kaatna shuru kar diya hai
Tujhe kaandha dene ke liye ek aadmi bhi naseeb nahin hoga
Jinke paas pyar ki daulat ho ... unhe kabhi gareeb nahi samajhna chahiye
Tu Superman hai? ... Spiderman hai? ... abhe tu common man hai
Main yahan rishtey jodne aaya hoon ... haddiyan todne nahi
Ek hota hai policewala aur ek hota hai gunda ... hum kehlate hai policewala gunda
Yeh zindagi ki race ke jhatke hai ... yeh pehda hone se pehle shuru hote hai ... aur na marne ke baad khatam hote hai
Agar isko laga daala ... toh life jhingalala
Hum unhi ko thokte hai joh ke zaroorat se zyada bhaukte hai
Sahi ka hoga sahi ... galat ka galat
Jiske aage ho Ali aur peeche Bajrangbali ... uska kya ukhaadega Bali ya Baahubali
Yeh illaka tera ho, tere baap ka ho, ya tere baap ke baap ka ho ... yeh desh hamara hai
Jab tak in ameeron ki bheje mein ghusi hui daulat ki garmi ko nahi nikala jayega ... tab tak yeh hum gareebon par gaadiyan chadate hi jayenge
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory