Tere is duniya mein aane ki wajah ek aurat thi ... zyada herogiri dikhayega na toh tere is duniya se jaane ki wajah bhi ek aurat hi hogi
Deepika Padukone
Tere samne joh khada hai woh Mahatma Gandhi ka aadhar zaroor karta hai ... lekin poojta Chhatrapati Shivaji Maharaj ko hai
Ajay Devgan
Teri Ramayan ka Ravan hoon main
Arjun Kapoor
Sachai ki jeet yug ki mohtaj nahi hoti
Kareena Kapoor
Main Singham nahi ... main lady Singham hai re
Jis se nafrat karta hai aur jis se pyar karta hai ... uske liye kahin bhi jaa sakta hai
Joh bharat ka bhavishya banne ki koshish karta hai ... Bharat usse itihaas bana deta hai
Jab jab burai ki raat aayegi ... subah ke suraj ke saath kuch sarphire aayenge ... apni jaan pe khel jayenge ... aur achai ko jeet dilayenge ... achai ki burai pe yeh jeet ... Hindustan ka itihaas bhi hai aur bhavishya bhi
Insaan rishton se nahi, apno se anaath hota hai
Pura Hindustan mera parivar hai aur main Hindustan ka Zuber Hafis ... agar meri satak gayi na toh teri gardan kaat kar vapis apne desh mein le jaaunga
Vahini ko dekh kar pata chalta hai aap sher jaise kyun ghoomte hai ... aap power hai toh woh aapka super power hai ... aap vada hai toh woh aapka pav hai ... aap iPhone hai toh woh aapka charger hai
Ranveer Singh
Tum hamare desh ki taraf aankh uthaoge toh hum tumhe bhi maarenge ... aaoge toh maarenge ... bhaag kar kisi aur desh jaaoge toh wahan aake maarenge
Bajirao Singham ko pehli baar dekh ke ya toh public seeti bajati hai, taali maarti hai, ya phir salute karti hai
Jab ek khandaan ki kismat mein khoon likh diya jaata hai ... toh us khandaan ke waris ko talwar uthani hi padti hai
Rishtey aur farz paise se bade hote hai
Bajirao Singham ne sirf do baar vachan liya hai ... ek baar vardi pehente waqt ke marte dum tak apne desh ki seva karega ... aur doosri baar agni ke saath phere lete waqt ki hamesha apni biwi ki raksha karega
Aai shapath, tujhe yahin phaad kar jaaunga
Treta ho yah kalyug, desh ke yodha bas ek hi prann japte hai ... naari ke samaan mein sar jhukte hai ... naari ke apmaan mein sar katte hai
Unknown
Kuch log apne naam se jaane jaate hai toh kuch log apne kaam se ... lekin kuch log aise bhi hote hai joh apne kaam se apne naam ki pechaan banate hai
Sitaare aasmaan mein achche lagte hai ya phir sheron ke kandhon par
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory