Sach pedh ke beej ki tarah hota hai ... jitna chahe dafna lo ... ek din bahar aa hi jaata hai
Yeh dharti banjar hoke bhi buzdil pehda nahi karti hai
Hamla ... pehla vaar lakh molachi
Minister ki nishani aur kaam gairkanooni ... phir bhi dil hai Hindustani?
Agar yeh haath gunahon ke khaatme ke liye uthe ... toh inki pakad mein sabse pehli gardan teri hogi
Tera kehar toh zehar bankar meri ragon mein daud raha hai ... jis din yeh lava phatega ... tera naam-o-nishaan tak mitta dega
Taqat, bandook ki nali se ubharti hai
Tere samne joh khada hai woh Mahatma Gandhi ka aadhar zaroor karta hai ... lekin poojta Chhatrapati Shivaji Maharaj ko hai
Agar Taj Mahal pyar ki nishani hai ... toh Hindustan tere baap ki kahani hai
Aasmaan ka rang aankhon mein leke utri hai ek videshi apsara ... pighal rahi hai baraf, pighal raha hai ek brahmachari ka dil zara zara ... kahin aisa toh nahi ki saawan ke andhe ko dikhta ho sab hara hara
Chhot dil par lagi thi aur dard ka sailaab ragon mein umad raha tha
Abhe ujade bazaar ki bhujti hui agarbatti
Jaise pyar ko paane ke liye junoon zaroori hota hai ... pyar ko nibhane ke liye bhi ek junoon zaroori hota hai
Smile aaisa ki hosh uda de ... style aaisa ki band bajaa de ... ek baar pyar se dekh le toh, phir kuch aur dikhai na de
Jism ki numaish paschim ki ada hai ... sharm Hindustan ka gehna
Century banane ke liye shuruvat pehle run se karni padti hai
Ghulam ki toh na marzi hai apni, na angootha
Maratha sirf do hi baat jaanta hai ... maarna ya marna
Baar baar vaar karoonga uspar aur har vaar mein usse til til maroonga
Yahan koi aa nahi sakta ... aur agar aa jaye toh apni marzi se jaa nahi sakta
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory