Mere junoon ki misaal deta hai zamana ... kyun ki maut se darta nahi Parwana
Woh luck hi kya ... joh agli baar ka intezaar kare
I hate crime and I hate criminals
Soch ek, samajh ek, dil ek ... is hi liye aaj maidaan mein utarna gyarah ... lekin dikhna ek
Sarkari naukar ke liye tohfa rishwat hoti hai
Ishq ki chot ka kuch dil pe asar ho toh sahi ... dard kam ho ya zyada, magar ho toh sahi
Aasoon peene se achcha hai aadmi sharab pee le
Banegi ek nayi tareekh, surkhiyon mein likhega zamana ... apne watan ke khatir, jaan par khel gaya Parwana
Ek nayi ada aaj dekhega zamana ... khud shama ko lene aaya hai parwana
Aag mein kood padhun ... iraadon mein asar rakhta hoon ... naam hai Parwana ... hateli pe jigar rakhta hoon
Koi jee ke kaam aata hai, koi marke kaam aata hai ... tum jee ke bhi kaam aayi aur marke bhi
Laaton ke bhoot jab nahi maane baat ... toh kheench ke dedo unke bum pe laat
Agar tum logon ne dikhaye tevar ... toh teri beti kuvaari maa forever
Ghadi ho toh Rado, gaadi ho toh Prado ... serial ho toh "Na aana is desh mein Lado"
Main har Hindustani ka bhai hoon ... lekin tujh jaise gaddaro ke liye kasai hoon
Pest control yourself
Bomb ke phatne se dhamaka nikalta hai, patloon ke phatne se dhaga nikalta hai ... aur air condition kamre mein agar kisi ki phatti hai toh ... paseena nikalta hai
Aap har roz fancy dress competition mein jaati hai ... ya get up change karna aapki hobby hai
Badi lakdi mat utha kuptaan!
Ab tak kisi ko nahi maara ... lekin ab joh mujhe rokega ... marega
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory