Ek baap agar apne bete ki zindagi ka pehla kadam uthane mein uski madad kar sakta hai ... toh wahi beta apne baap ke aakhri kadam uthane mein usse sahara kyun nahi de sakta?
Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata
Phool khamosh rehkar bhi apne rang aur khusboo se bahut kuch keh jaate hai
Joh bachche apne maa baap ko pyar nahi de sakte, sahara nahi de sakte, maan samaan nahi de sakte ... unhe main kabhi maaf nahi karta
Jaan lena jurm hai ... sahi samay pe jaan lena ... raajneeti
Mujhe toh sab police waalon ki suratein ek jaisi lagti hai
Rishtey mein to hum tumhare baap hote hai ... naam hai Shahenshah
Jab tak baithne ko na kaha jaaye sharafat se khade raho ... yeh police station hai ... tumhare baap ka ghar nahi
Main kanoon ka baazu nahi khud kanoon banonga ... aur aaisa kanoon joh khud mujrimo ko pakdega, khud mukadma sunega ... aur unka faisla bhi khud karega
Nazdiki fayda dekhne se pehle ... door ka nuksaan sochna chahiye
Yeh tum janti ho ki yeh revolver khali hai ... main janta hoon ki yeh revolver khali hai ... lekin police nahin janti ki yeh revolver khali hai
Har badi kamyaabi ke peeche ... ek bahut bada balidaan hota hai
Tum ho toh hum hai ... hum hai toh sab kuch hai ... varna kuch nahi, kuch bhi nahi
Sawaal jis zabaan mein kiya jaye ... jawaab us hi zabaan mein dena chahiye
Shahenshah jahan khade ho jaate hai ... wahin darbar lag jaate hai
Sooryavansh ek aag hai ... ismein doston ke liye jitni jyoti hai ... dushmano ke liye utni hi jwala
Badle ki is bhavna ko mann se nikaal do ... yeh woh khel hai joh shuru ho jaye toh khelne waale khatam ho jaate hai ... par khel khatam nahi hota
Kabhi raste mein mil jao toh katrakar guzar jana ... hum mein is tarah takna jaise pechana nahi tumne ... hamara zikr jab aaye toh yun anjaan ban jana ... ki jaise naam sunkar bhi hum mein jana nahi tumne
Kabhi kabhi ghar ke bachche ... ghar ke badhon ko sahi raaste dekha dete hain
Bhai bahut badiyan, bahut badiyan, bahut badiyan!
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory