Mar gaye toh mar gaye, iski hum mein chinta nahi ... jaan jaane ki jaaye, maut aane ki aaye
Unknown
Aapka haath hai ya hathoda ... aapke hisse ko kis hadse ne toda
Bob Christo
Daurate raho jisko ban jaati hai aadat woh ... chahe woh ibaadat ho, chahe woh mohabbat ho
Woh kaali kaali botalein joh hai sharaab ki ... arre raatein hai in mein band hamare shabaab ki
Pran
Jhamela char din ka tha, hawali they mawali they ... Sikandar jab gaya duniya se, dono haath khali they
Jise paala tha khoon-e-dil se zaar aur nathavan hokar ... khabar kya thi wohi degi daga ek din jawan hokar
Sohrab Modi
Na zehan mein aap, na rum mein aap ... dono jahan pukar aaye, kahan hai aap ... itna guroor husn pe achcha nahi janaab ... humko lagalo dil se samajhkar yahi kitaab
Roopesh Kumar
Dharam ki aag se dil ke chirag jalte hai ... bhatakne waale issi roshni mein jalte hai
Rahiman dhaga prem ka mat todo chhatkai ... aaisi sharan chhodkar pagle tu kahan jaye
Yashpal Sharma
Aatma udh gayi chhodkar shareer purana ... didi tera devar deewana, kudiyon ko dale dana
Rajpal Yadav
Mere piya ka laal kabootar parbat parbat udta hai ... pooch lo usse sara naksha saanj bhay woh udta hai
Ishq aur mushq chupaye chupta nahi ... baar baar dekhi adayein Rajjo ki, dil bharta nahi
Prakash Raj
Nakhoon joh uthaya toh khoon kar dega ... kadam joh badaya toh dum todh dega
Naseeruddin Shah
Main bola picture chalengi toh chalengi ... silver jubilee, house full ... main pass nahi kiya toh picture ka dabba gul
Dal fry ho yah biryani, ghar ka khana changa ... bahar khane jaoge, toh ho jayega panga
Vivek Oberoi
Dard-e-dil ke vaaste pehda kiya insaan ko ... varna puja ke liye farishtey kam na the bhagwan ko
Ban rahi hai anjaan, teri khata nahi hai ... aaise keh rahi hai, jaise kuch pata nahi hai
Ghash aa gaya dil-e-yaar ko beemaar dekh kar ... aur ghash aa gaya beemar ko dildaar dekh kar
Shatrughan Sinha
Is qadar vakif hai meri kalam mere jazbaaton se ... agar main ishq bhi likhna chahun, toh inquilaab likha jata hai
Yahan kisi ka kisi pe haq nahi hota ... jahan mohabbat hoti hai wahan shaq nahi hota
Aditya Roy Kapur
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory