Har dukh aane waale sukh ki chitti hoti hai ... aur har nuksaan hone waale fayde ka ishara
Madhuri Dixit
Kya milega bhala rulaake mujhe ... paoge kya jala jalake mujhe
Priya Rajvansh
Life ka sikka ... heads aur tails, khushi ur gham ... dono saath saath hi chalte hai
Himesh Reshammiya
Na sukh hai, na dukh hai, na deen hai, na duniya, na insaan, na bhagwan ... sirf main hoon, main hoon, main hoon, main ... sirf main
Dev Anand
Jahan 'kh' se khush hokar jeena chahiye wahan 'kh' se itne khamosh baithe ho ... arre 'kh' se itne khoye khoye ho ... ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho
Jackie Shroff
Happiness is nothing but the absence of sadness
Aftab Shivdasani
Tussi ja rahe ho? ... tussi na jao
Unknown
Ab mere paas khushiyan nahi, sirf gham hi gham hai ... ab mere paas logon ki bheed nahi, sirf akelapan hai
Esha Gupta
Tum agar khulke ro nahi sakogi ... toh khulkar has kaise sakogi
Shahrukh Khan
Hum mein apne gaal pe thappad ke dukh se zyada ... uske gaal pe pappi ka sukh tha
Dhanush
Jitni khushi aapko hamare yahan aane se ho rahi hai ... usse kahin zyada dukh hamare jane pe hoga
Jab dil tootta hai toh uska asar seedha dimag par hota hai
Aamir Khan
Dukh chupane ke kamaal ko hassi kehte hai
Kajol
Jiska dil gham ki tanhaiyon mein ujadh gaya ho ... woh bahar se kitna hi sehatmand lagta ho, lekin andar se toh bimaar hi rehta hai
Rajesh Khanna
Dil mein jab dard zyada bhad jaata hai ... insaan kabhi kabhi us hi mein doobkar marr jaata hai
Hum aane waale gham ko kheench taan kar aaj ki khushi pe le aate hai ... aur us khushi mein zehar ghol dete hai
Aadmi ke pass dimag ho na ... toh woh apna dard bhi bech sakta hai
Amrish Puri
Mujhe aasoonyon se sakt allergy hai
Salman Khan
Gehre se gehra zakhm bhi itna dard nahi deta ... jitna aaj tumne mujhe diya hai
Raveena Tandon
Aankhen khuli rakhon toh aansoon bhi kaale ... aur bandh karoon toh sapne bhi kaale
Ajay Devgan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory