Mujhe Raj Mahal ki zindagi chahiye ... aur kisi Taj Mahal ki maut
Kimi Katkar
Dhan daulat toh aag ki tarah hoti hai ... insaan chahe toh usse ghar ka chula jala le ... chahe toh uss ghar pe aag laga de
Smita Jaykar
Aap humko bahar dhoond rahe ho ... aur hum aapka aapke ghar mein intezaar kar rahe hai
Salman Khan
Pati patni ghar banate hai ... bache us hi ghar ko swarg bana dete hai
Unknown
Thane mein daayan pair aage rakho toh kehte hai tumhare baap ka ghar hai ... aur baayan rakho toh kehte hai bura shagun hai
Ek hi chhat ke neeche ek saath rehne waale alag ho sakte hai ... lekin ek hi ghar mein alag alag rehne waale kabhi ek saath nahi ho sakte
Anupam Kher
You came into my house that is god's nature ... sometimes I look at you and sometimes my furniture
Mere ghar mein kaun nagina hai kaun kamina hai?
Satish Kaushik
Kutte ko darwaaze ke bahar hi baithna chahiye ... aur aadmi ko ghar ke andar hi
Rama Vij
Tezaab nikalta hai is ghar ke nalko se
Amole Gupte
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory