Maa apni kokh se bachche janam toh de sakti hai ... lekin usse apna naam nahi de sakti ... baap ke naam ki mohar chahiye hoti hai usse zindagi ki har kadam pe
Rekha
Najayaz hote hai woh log ... joh najayaz kaam karte hai, najayaz baat karte hai, aur tumhari tarah najayaz sochte hai
Dilip Kumar
Yeh khoon ke rishtey hai ... insaan na inhe banata hai, na hi todh sakta hai
Paida hue bachche par najayaz jayaz ki chaap nahi hoti ... aulad sirf aulad hoti hai
Jhoot insaan ka zyada der tak saath nahi deta
Dhan daulat toh aag ki tarah hoti hai ... insaan chahe toh usse ghar ka chula jala le ... chahe toh uss ghar pe aag laga de
Smita Jaykar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory