Saanp ko doodh sirf Nag Panchami ke din hi pilaya jaata hai ... kisi aur din ghar mein gusse toh usse kuchla hi jaata hai
Unknown
Aaj nag panchami hai kya? ... phir yeh saanp ko doodh kyun pila rahe ho?
Shatrughan Sinha
Is Navratri mein aisa jaadu hai ... kisiko jaadu jaisa feel nahi hota
Kal hum Holi khelenge ... lekin is Holi mein gulaal ki bajai dhuna udhega ... pichkariyon mein se rang nahi, bandookon mein se goliyan niklengi ... geeton ki jagah cheekein ... aur laaj ki jagah laashein tadapengi
Amrish Puri
Tumhari umar mere tajurbe se bahut kam hai ... tumne utni Diwaliyan nahi dekhi hai jitni maine tum jaise bikne waalon ki barbaadiyan dekhi hai
Kader Khan
Yeh Kamasutra ka desh hai ... joh hum mein apne shareer ka, apni aatma ka, apni kamana ka, apni manavata ka utsav manana sikhata hai
Randeep Hooda
Delhi ki ladkiyan aaisi dress karti hai ... jaise har roz Diwali ho
Rahul Bose
Har Ram ka apna Ravan ... har Ram ka apna Dussehra
Saif Ali Khan
Hum mein kya joh turbat ke melay rahenge ... tah-e-khaak hum toh akele rahenge
Vishwas aapka saath hai toh yudh lage tyohaar
Vicky Kaushal
Diwali mein chaar motichoor ke laddu nahi milne wale hai ... tu yahan bonus ke khwaab dekh rahi hai
Kareena Kapoor
Jab zindagi se khushi mitt jaye na ... toh Diwali sirf ek aag banke reh jaati hai
Duniya ka sabse bada festival pata hai kaunsa hai ... gharwali ... kyun ki usse baar baar manana padta hai
Varun Dhawan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory