Galat tareekon se haasil karne wali mahatvakanksha ek aag ki tarah hoti hai ... joh jalakar sone jaisi chamak toh de sakti hai ... par jalakar raakh bhi kar sakti hai
Unknown
Tum mere jeevan mein us rog ki tarah ho ... jis mein aadmi ghulta rehta hai, tadapta rehta hai ... na jee sakta hai, na mar sakta hai
Sanjeev Kumar
Jadh, joru aur zameen le mamle talwar ki dhaar pe hi sulte hai
Tawaif aur titli mein koi farak nahi hota ... titli bhi ek phool par nahi tikti aur tawaif ek mard par
Gulshan Grover
Ameer se uski daulat aur gareeb se uski izzat cheen lo ... toh hamesha hamesha ke liye mar jayega
Kamal Kapoor
Jail ki deewar ko todkar bhaag jaana aasaan hai ... lekin prem aur dosti ki deewar ko phandna namumkin hai
Dev Anand
Ek achche hospital ke liye sirf pakki imaarat aur chamakte hue furniture ki zaroorat nahi ... zaroorat hai to kaam karne waale haathon ki aur mehsoos karne waale dil ki
Manoj Kumar
Jab insaan ko apni galatiyon ka ehsaas hota hai ... toh bhagwan bhi usse maaf kar deta hai
Pyar mein pada aadmi aksar apni aukaat se zyada bada kaam kar jaata hai
Galati ek baar hoti hai, do baar hoti hai ... lekin teesri baar iraada hota hai
Amrish Puri
Hamare saath zindagi ka ek din jeena ... hazaaron saalon ki taqleefon ke barabar hota hai
Mukesh Rishi
Kaam, naam aur anjaam ... sab tay hai
Danny Denzongpa
Main jhoot bolkar bhi pachtai ... aur sach bolkar bhi pachtati rahoongi
Asha Parekh
Jab kuch bhi nahi tha, toh sab kuch tha kyun ki tu thi ... aaj sab kuch hai, toh kuch bhi nahi kyun ki tu chali gayi
Salman Khan
Sanskaron ka baandh bahut mazboot hota hai ... yeh milta hai pyar se, pariwar se aur desh se
Abhishek Bachchan
Zid se sirf do hi baatein hoti hai ... aadmi ya toh banta hai ya bighad jaata hai
Suresh Oberoi
Aapne insaan banaya achcha kiya, dil banaya bahut bura kiya ... aapne duniya banayi achcha kiya, magar aapne paisa banaya bahut bura kiya
Govinda
Har khooni khoon karne ke baad yahi kehta hai ki usne khoon nahi kiya
Neki aur badi mein, haiwaniyat aur insaaniyat mein, kehar aur Kashmir mein kya zinda rahe ... yeh tumhe tay karna hai ... sirf tumhe
Sonali Kulkarni
Agar tu meri saansein rokegi ... main teri saansein cheen loonga
Sushant Singh
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory