Main kudrat ki jayaz aulad hoon jisne mujhe sab kuch diya hai ... yeh dhoop, yeh chaun, yeh zameen, yeh aasmaan sab kuch ... bas nahi mila toh sirf ek municipality ka birth certificate nahi mila
Ajay Devgan
Jis insaan mein mohabbat ka aaisa jazba ho ... woh lagatar kisi se nafrat nahi kar sakta
Arjun Rampal
Is shehar par aaisa qahar bankar gir ... ki insaan toh kya ... is shehar ka zara zara us qahar se kaanp uthte, gabrakar chilla uthte
Sunny Deol
Tum jaise logon ko ek baar maaf karna ... doosri baar galati karne ka mauka dena hai
Chiranjeevi
Itihaas tabhi banta hai jab kuch badalta hai ... jab kuch nayi utpatti hoti hai ... aur kuch nayi utpatti hone ke liye, pehle ke sabka sarvanash hona zaroori hai
Unknown
Insaan toh waqt ki tarah hota hai ... badalte hi rehta hai
Rishi Kapoor
Pyar ka mazaa saath marne mein nahi ... saath jeene mein hai
Amitabh Bachchan
Yeh adalat hai na, yeh rishton aur jazbaton se nahi chalti ... adalat chalti hai sabooton se, adalat chalti hai gawahon se
Harish Patel
Yahan koi kisi ke liye kuch nahi chhodta ... sab kisi na kisi ko chhodkar aage badh jaate hai
Len-den mein pehle baad mein nahi hota ... is haath le, us haath de
Agar tere paas nafrat ki taqat hai ... toh mere paas ab mohabbat ki shakti hai
Salman Khan
Bookh aaisi cheez hai joh achche achchon ki zid ko bhula deta hai
Ali Asgar
Bahut jala hoon main is akelepan ki aag mein ... aur tumhare liye main sari duniya ko jala sakta hoon
John Abraham
Mere andhar joh toofan uth raha hai is waqt ... jee chahta hai duniya ke saare diye bhuja doon ... mere dil ke andhar joh chitta jal rahi hai is waqt ... usmein sirf tumhari hi nahi, iski laash bhi chahiye
Shatrughan Sinha
Dushmano ko maaf karna insaaniyat hai ... lekin makkaron ko maaf karna bewakoofi hai
Is janam mein agar tumhe chahne waale tumhare saath hai ... toh tumse nafrat karne waale bhi tumhare saath hi honge
Ya toh tum overconfident ho ... ya phir nihayati bewakoof
Suresh Oberoi
Yehi hai woh hasti jisne tumhe kamyabi ki woh seediyan taaki joh sitaron se bhi upar jati hai ... yehi hai woh jisne shauharat ka aasman baksha hai tumhe ... apne dard ko shabdon mein goond kar tumhare sangeet ko zindagi deti rahi
Maine iske saath saat phere liye the ... magar yeh saat kadam bhi hamare saath nahi chal payi
Govinda
Aankh ke andhe ko toh phir bhi thikana mil jaata hai ... akal ke andhe ko koi thikana nahi milta
Satish Kaushik
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory