Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

Ye Gulistan Hamara

Release Year - 1972
# 1
Rajneeti ke vachan samay ki zaroorat dekhkar diye jaate hai ... aur ussi tarah samay ki zaroorat dekhkar todh diye jaate hai
The promises in politics are given according to the needs of time ... and just like that they are broken according to the needs of time
# 2
Yeh azaadi ki ladai mere mar jaane se khatam nahi hogi ... yeh ladai toh mere mar jaane ke baad shuru hogi ... aur us waqt tak ladi jaati rahegi jab tak yeh Bharat maa ke bichade hue bachche maa ki ghod mein vapas nahi chale jaate
This battle of independence won't end after I die ... this battle will start after I die ... and it will go on until these separated children of India don't return into the lap of their mother
# 3
Pyar jab nafrat mein badal jaata hai ... toh khatarnak ho jaata hai
When love changes into hatred ... then it becomes dangerous
# 4
Jail ki deewar ko todkar bhaag jaana aasaan hai ... lekin prem aur dosti ki deewar ko phandna namumkin hai
It's easy to break the walls of jail and run away ... but it's impossible to jump across the walls of love and friendship
# 5
Yahan suraj hamari aagya lekar nikalta hai aur chand hamare ishare se doobta hai ... hamare liye aane waale kal aur guzar jaane waale kal mein koi fark nahi ... dono hi hamare ghulam hai
Here the sun rises with my permission and the moon sets with my gesture ... for me there is no difference between tomorrow and yesterday ... both are my slaves
# 6
Dosti aur wafaadari ka saboot baaton se nahi ... kaam se diya jaata hai
The proof of friendship and honesty is not given by words ... it's given by actions
# 7
Aadmi zindagi aur maut dono se jhoot bol sakta hai ... lekin apni premika se nahi
A person can lie both to life and death ... but not to his girlfriend
# 8
Devta ki mahaan shakti apne bhakton ki hamesha raksha karti hai
The powerful divine energy of god will always protect its worshippers
Copyright © FilmyQuotes.com