Main shehar ki dahshat ko mitane ke liye kanoon ke ek aaise muhafiz ko tainaat karoonga ... joh kanoon ki aan ke liye apni jaan bhi de sakta hai ... joh vardi ki shaan ke liye dono jahan se ladh sakta hai
Satyendra Kapoor
Yeh vardi mehaz sood ka dagha nahi ... Hindustan ki izzat hai
Dharmendra
Maut aur zindagi ki lakeer toh pehda hote hi uparwaala likh deta hai
Ayub Khan
Mana ki bandook aur talwar mein bahut dum hai ... lekin kalam aur kalam ki awaaz hazaron bandookon aur lakhon talwaron par bhari hai
Main kanoon ka woh ajgar hoon joh dasta nahi ... nighal jaata hai
Kanoon ke dushmano ko main chitta ki raakh bana deta hoon
Yahan khaki vardi ka nahi ... gundagardi ka raj chalta hai
Raj Babbar
Police, gundagardi aur politics ek mala mein pehrohe hue motiyon ke samaan hai ... aur in teeno mein se kisi ek ko kasht ho jaye toh ek doosre ke hamdard ban jaate hai
Kanoon hum mein phaasne ke liye rozana dus raaste banata hai ... aur hum usse nikalne ke liye sau raaste banate hai
Yeh zameenay jispar apna raj kayam karna chahte ho ... ek din tumhare liye kabristan ban jayega
Saanp ke toh sirf daant mein zehar hota hai ... meri har saans mein zehar hai
Journalist mar sakta hai ... journalism nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory