Rukjao ... kanoon ko apne haath mein mat lo
Tumhare khyaal kitne neech hain
Bhaagne ki koshish mat karna
Jo sheeshe ke gharon mein rehne hein woh doosron pe patthar nahin phenkte
Dushman lakh bura chahe toh kya hota hai ... wohi hota hai joh manzure khuda hota hai
Zindagi ke jis modh par tum nazar uthakar dekhoge ... sirf mujhe paoge
Itne paise tum kahan se laiye?
Mulzim ko ba-izzat bari kiya jaata hai
Gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey ... taz-e-raate-hind dafaa 302 ke tahet ... muzrim ko sazaaye maut di jaati hai
Main tumhare bina nahin jee sakti
Kanoon ke haath bahut lambe hote hain
Joh maa baap ki izzat nahi karte ... uski duniya mein kahin pe bhi izzat nahi hoti
Har cheez ka ek waqt hota hai
Zyada lalach buri baat hai
Ab mujhe khuda bhi nahin rok sakta
Hato na ... log kya kahenge?
Tum mere liye mar chuke ho
Boss maal pakda gaya
Bhagwan pe bharosa rakho sab thik ho jayega
Mushkil mein toh gadhe ko bhi baap banana padta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory