Jisne jaisa boya, usne waisa paaya
Maarne waale se hamesha ... bachane waala bada hota hai
Dost hi toh dost ke kaam aata hai
Main tumhare aankhon mein aasoon nahin dekh sakta
Yeh khoon maine kiya hai, my lord
Lo ... mooh meetha karlo
Chaubees ghante tak hosh nahin aaya toh?
Maine tumhe kya samjha ... aur tum kya nikle?
Main kahan hoon?
Beti tu toh paraya dhan hai
Main tumahara ehsaan zindagi bhar nahin bhoolonga
Ek phooti kaudi nahin doonga
Meri jaidaat se main tumhe bedakhal karta hoon
Jab insaan ko apni galatiyon ka ehsaas hota hai ... toh bhagwan bhi usse maaf kar deta hai
Yeh dhamki nahi chetavani hai
Insaan ka karm hi uska dharam hai
Main tumhe aaisi maut doonga ... joh na tune dekhi hogi aur na hi suni hogi
Hum dhood ka dhood aur pani ka pani kar denge
Har khooni khoon karne ke baad yahi kehta hai ki usne khoon nahi kiya
Kutte ki dumm kabhi seedhi nahi hoti
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory