Agar andha hota, toh duniya ki sabse haseen cheez dekh nahi pata ... aap
Aamir Khan
Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai ... magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai ... woh insaan nahi badalta
Dilip Kumar
Duniya ki nazar mein mare hue log kabhi zinda nahi hote ... varna zindagi khud pareshaan ho jaati hai
Amrish Puri
Agar tujh mein himmat ho ki hazar log tumhare peeche khade hai ... toh tum sirf ek jung jeetoge ... magar hazar logon ne himmat jutta li ki tum samne khade ho ... toh tum poori duniya jeet jaaoge
Unknown
Dada toh is duniya mein sirf do hain ... ek upar waala aur doosre hum
Raaj Kumar
Chaand ko apni chaandni sabit karne ke liye ... chiragon ki shahadat ki zaroorat nahi padhti
Pran
Main yahan par surya ki roshni itni tezz kar doonga ... ki woh aadmi joh pachaas saalon se surya ko ghoorta aa raha hai ... us he bhi apni palkein jhukani hogi
Shahrukh Khan
Tumhari yeh hasi, yeh masti, yeh gaaliyan agar bandh ho gayi na ... toh is duniya ka bahut nuksaan hoga
Humko mitta sake yeh zamane mein dum nahin ... humse zamana khud hain ... zamane se hum nahin
Humra gola par log jhoot nahi bolta hai
Duniya mein kitni hai nafratein ... phir bhi dilon mein hai chahatein ... jao kehdo is jahan se, is zameen se, aasman se ... rok na sakenge ab yeh mohabbatein
Aap thank you mat kahiye ... instead teen logon ki madad ki jiye aap ... aur un teeno se kehna ki woh teen aur ki madad karen ... duniya badal jayegi
Salman Khan
Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai ... yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai
Ajay Devgan
Mohabbat humne maana zindagi barbad kar deti hai ... yeh kya kam hai ki marr jaane pe duniya yaad karti hai
Yeh dhyan rakhna ... jiske kadmo mein duniya rakhna chahte ho ... kahin aaisa na ho ki uski duniya hi alag ho
Sonali Bendre
Sooryavansh ek aag hai ... ismein doston ke liye jitni jyoti hai ... dushmano ke liye utni hi jwala
Amitabh Bachchan
Pattharon ki is duniya mein devta banna toh bahut aasaan hai ... insaan banna bahut mushkil
Sunny Deol
Sitaro ke tootne se aasman ko koi farak nahi padta
Akshay Kumar
Duniya mein aaise aaise heere paida huye hai, jinhone sari duniya ka naksha hi badal diya ... kyun ki yeh duniya ko apni alag nazar se dekh paaye
Aaj ki duniya mein agar zinda rehna hai ... toh duniya ke button apne haath mein rakhne parte hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory