Jis jhoot se kisi ka ghar basta hai ... woh jhoot, jhoot nahi hota
Deepika Padukone
Joh har haath ko haath aur har kisi ka saath deta hai ... wohi toh Krrish hai
Hrithik Roshan
Aaj har lamha ek jeevan ki tarah jeeyenge
Salman Khan
Main is jhoot ko itne bade sach mein badal doonga ... ki woh sach ke sivah aur kuch nahi rahega
Rajesh Khanna
Kabhi chahane se hum zindagi dete hai aur kabhi bhool se ... lekin maut hamesha hamari khud ki chuk se hoti hai
Unknown
Dosti rishton se nahi ... dil se pehda hoti hai
Vivek Mushran
Waqt se pehle aur naseeb ke baad koi cheez agar tere pass dene ko ho ... toh mujhe de dena
Amitabh Bachchan
Gareeb ki kismat us par kuch dino ke liye meherbaan toh ho sakti hai ... magar hamesha ke liye savar nahi sakti
Govinda
Main kisi ke saath mazaak kar sakta hoon ... lekin uski izzat ke saath nahi khel sakta
Aamir Khan
Duniya mein har aadmi jannat jaana chahta hai ... lekin jannat jaane ke liye koi marna nahi chahta
Ajay Devgan
Majboori ek hi baar hoti hai ... agli baar nahi, kabhi nahi
Imran Khan
Samundar mein mutthi bhar shakkar dalne se ... uska namak kam nahin ho jaata
Sunny Deol
Perfection ko improve karna mushkil hota hai
Main kuch bhi kar sakta hoon!
Akshay Kumar
Aadmi dimaag se budha hota hai ... shareer se nahi
Sonam Kapoor
Hamari duniya mein pehla mauka hi aakhri mauka hota hai ... chahe jeene ka ho, chahe marne ka
Gulshan Grover
Kuch patte aaise khulte hai ... joh khelne waale ko hi pack kar dete hai
Jee lenge hum ... is gham ko bhi pee lenge hum
Saif Ali Khan
Jagah bhi sahi hai aur waqt bhi ... iraada shayad galat hai
Kangana Ranaut
Duniya ki har adaalat se badi ek adaalat hai ... woh hai insaan ka apna zameer
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory