Hindi Lyrics
|
English Translation
|
Sheesha ho ya dil ho | Whether it's a mirror or the heart |
Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai, toot jaata hai, toot jaata hai, toot jaata hai | Whether it's a mirror or the heart, in the end it shatters |
Lab tak aate aate haathon se sagar choot jaata hai, choot jaata hai, choot jaata hai | By the time water reaches the lips, it slips from the hands |
Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai | Whether it's a mirror or the heart, in the end it shatters |
|
|
Kaafi bas armaan nahin | Just having desires isn't enough |
Kuch milna aasaan nahin | Achieving something is not easy |
Duniya ki majboori hai | The world has its own constraints |
Phir taqdeer zaroori hai | And fate is also necessary |
Yeh joh dushman hai aise | These two are such enemies |
Dono raazi ho kaise | How can both ever be pleased |
Ek ko manao toh duja rooth jaata hai, rooth jaata hai, rooth jaata hai | If you please one, then the other gets upset |
Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai | Whether it's a mirror or the heart, in the end it shatters |
|
|
Baithe the kinare pe | We were sitting by the shore |
Maujon ke ishare pe | At the command of the waves |
Baithe the kinare pe | We were sitting by the shore |
Maujon ke ishare pe | At the command of the waves |
Hum khelein toofano se | We played with storms |
Is dil ke armaano se | And with the desires of this heart |
Humko yeh malum na tha koi saath nahin deta | We didn't know that no one stays with you |
Koi saath nahin deta | No one truly stands by you |
Maajhi chhod jaata hai, saahil choot jaata hai, choot jaata hai, choot jaata hai | The boatman leaves you alone, and the shore slips away |
Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai, toot jaata hai, toot jaata hai, toot jaata hai | Whether it's a mirror or the heart, in the end it shatters |
Sheesha ho ya dil ho | Whether it's a mirror or the heart |
|
|
Duniya ek tamasha hai | The world is a spectacle |
Aasha aur nirasha hai | It's a mix of hope and despair |
Thode phool hai kaante hai | There are some flowers and some thorns |
Joh taqdeer ne baante hai | Which fate has distributed |
Apna apna hissa hai | Everyone has their share |
Apna apna kissa hai | Everyone has their own story |
Koi lut jaata hai, koi loot jaata hai, loot jaata hai, loot jaata hai | Some get ruined, while some ruin others |