Upar waala aaj tak jise na pehchan paya usse main kya pehchanuga
Shashi Kapoor
Insaan ko insaan ka hi kaam karna chahiye ... bhagwan ka nahi
Shatrughan Sinha
Kaale brahman pe haath uthake ... tune shani ki mahadasha ko bulaya hai
Gulshan Grover
Bhagwan maine tumse aaj tak kuch nahin maanga
Unknown
Do tarah ke log humein bilkul pasand nahi hai ... ek joh ooncha bole ... aur ek joh ooncha sune
Rajkummar Rao
Aaj tak raasta dikhane wale toh bahut mile hai ... lekin raaste pe saath chalne wale tum pehle ho
Janhvi Kapoor
Ab hamare darmiyan sirf ek parda hai joh saaya banke haqeeqat ko chupaye huye hai ... aur woh parda tum ho ... tum ho, tum ho, tum ho
Manoj Kumar
Neeche girne ka sabse aasaan rasta pata hai kya hai ... jinhone bachpan se saath diya ho, unka haath chhodna
Mahima Chaudhry
Sache dil se ki gayi sau galatiyan maaf ... jaan bujh kar ki gayi ek bhi galati ke liye koi maafi nahi
Salman Khan
Mere sanskaaron mein mujhe marne ki izaazat hai ... darne ki nahi
Himesh Reshammiya
Kitaabein ho ya armaan ... samne wale ko qadr na ho toh raddi hi hote hai
Pankaj Tripathi
Meri izzat mere tann mein nahi, mere mann mein hai ... aur usse wahan se koi nahi loot sakta
Kangana Ranaut
Jab dil toot'ta hai na ... toh life ke sabse khoobsurat rishtey hum pehchaan nahi paate
Mujhe hurt karoge, chalega ... lekin mere ego ko hurt karoge, woh nahi chalega
Ek murder ke clues murder se pehle nahi ... balki murder ke baad kya hota hai us mein chupe hote hai
Past ko bhoola ja sakta hai, usse bacha nahi ja sakta ... ek na ek din woh aakar hamare saamne zaroor khada ho jaata hai
Zabardasti ka pyar aur khatirdari ka udhaar nahi rakhna chahiye
Agar aaj main khada nahi hua ... toh faisla kabhi nahi hoga
Neil Nitin Mukesh
Agar ho baat toh baat banti hai ... aur baat jab banti hai ... phir kahe bhi banti hai, sunne bhi banti hai
Dharmendra
Har kahani kahin na kahin khatam hoti hai ... aur ek nayi kahani ki shuruvat hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory