Sansar ka yeh niyam hai ke paapi kabhi amar nahi hote
Jeetendra
Joh rishta swarth ke dhaago se bandha ho ... uske toot jaane mein koi harj nahi
Shabana Azmi
Bhagwan ka banaya hua sansar ek aisa bazaar hai ... jahan insaan ka kiya hua hisaab usse yahin chutta karke jaana padta hai
Anil Kapoor
Yeh khoon ke rishtey hai ... insaan na inhe banata hai, na hi todh sakta hai
Dilip Kumar
Paida hue bachche par najayaz jayaz ki chaap nahi hoti ... aulad sirf aulad hoti hai
Bandookon aur talwaaron se sirf insaanon ka khoon behta hai ... faisle nahi hote
Vijayendra Ghatge
In kandhon par wahi sar hai jisne katna seekha hai ... jhukna nahi
Dharmendra
Khawaishon ke khandar par sapno ke mahal nahi bante
Deepa Sahi
Ek mujrim ke liye kanoon waale ke dil mein kabhi pyar paida nahi ho sakta
Unknown
Aurat ka ek bar jab byah ho jaata hai na ... toh uska naya janam hota hai
Aman Verma
Insaan ki majboori ... ussoolon ke zanjeeron ko kachche dhaago ki tarah todh deti hai
Manohar Singh
Taqat badhne se zimmedariyan bhi badh jaati hai
Abhishek Bachchan
Kisi ko kaan-o-kaan khabar nahi hogi
Mann mein paap ho toh insaan kabhi sukhi nahi reh sakta
Neha Dhupia
Zameen aur aasman ke beech jitni bhi cheezein hai ... mujhe dekh kar unki rooh fanaa ho jaati hai ... aag ghabrakar baraf ho jaati hai ... aur baraf ghabrakar pani
Danny Denzongpa
Hum chote shehar ke log ... kabhi kabhi bade shehar ki chakachand roshni mein apna raasta kho baithte hai
Anupam Kher
There are no free lunches in this world
Randhir Kapoor
Jab vardi bolti hai ... toh achche achchon ki bolti bandh ho jaati hai
Bobby Deol
Aap log angrezon se azaad ho gaye hai ... aur hum azaadi se barbaad ho gaye
Mera raasta ab sirf tere raaste mein aana hai
Suriya
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory