Joh ek baar apradhi ban jaye woh phir kabhi sharif nahi ban sakta ... chahe kitna hi bhes kyun na badle
Unknown
Joh hai woh nahi hai ... aur joh nahi hai woh ho sakta hai
Amitabh Bachchan
Agar kisi ki zindagi ka bhoj badhana ho ... toh apna poora aitbaar uske kandhon par daal do
Sharat Saxena
Gilauri khaya karo ... zabaan kabu mein rehti hai
Pankaj Kapur
Jab solution paas nahi toh problem se door raho
Farhan Akhtar
Pati patni ka rishta toh marke bhi nahi tootta
Jism ki numaish paschim ki ada hai ... sharm Hindustan ka gehna
Ajay Devgan
Sirf guru hi shishya ko sabak nahi sikha sakta ... waqt padne par shishya bhi guru ko sabak sikha sakta hai
Anupam Kher
Usse itna rula ... ki woh hasna bhool jaye
Zarina Wahab
Fayda wahi hai joh sabka ho
Abhishek Bachchan
Soch hamesha achchi hoti hai ... matlab badal jaata hai
Govind Namdeo
Lalach khatam ... tarakki khatam
Prakash Raj
Jab zameer bikta hai ... toh zindagi bhi soot sameth vasooli karti hai
Agar ek husband apne wife ko na protect kare ... toh aaise insaan ke saath zindagi guzaarna ek sazaa hai
Amrita Arora
Shaadi koi chand dino ki mauj masti nahi hai ... poori zindagi ka khel hai
Supriya Karnik
Agar aaj shaam tak woh ghar wapas nahi lauta ... toh main dimaag ki jagah apne haathon ka istamal karoonga ... joh ki main yakeen se keh sakta hoon, utne hi tezz aur mazboot hai jitna ki mera dimaag
Aaj tak woh rassi hi nahi batti gayi ... joh mujhe phansi laga sake
Amrish Puri
Shikaar par jaal is tarah phenka jaata hai ... ke usse bilkul khabar na ho
John Abraham
Apun ka kaam imaandari ka hai ... aur inaam na milne par ... kabhi bhi dil baimaan ho sakta hai
Woh bhool gaya ke usne sher ke mooh mein haath daala hai ... ab main uska haath toh kya ... uska poora wajood mitta ke rakh doonga
Avtar Gill
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory