Aurat woh khushboo hai joh aadmi ki zindagi ko mehka deti hai
Tiku Talsania
Sirf guru hi shishya ko sabak nahi sikha sakta ... waqt padne par shishya bhi guru ko sabak sikha sakta hai
Anupam Kher
Aurat nark ka dwar hoti hai
Aadmi pyar chahta hai, aadmi pyar karna chahta hai, pyar paana chahta hai
Rishi Kapoor
Agar aurat na hoti ... toh saare mard rishi hote, gyani hote
Stree maya hai, moh hai, andhakar hai
Apne ghar mein diya jalane ka matlab yeh nahi ke saare jag mein ujyala ho gaya
Duniya mein koi aisa insaan nahi hai jise kabhi galati na ho ... lekin sahi insaan woh hai joh sahi waqt par galati ka paschatap karle
Ek ladki ke jazbaat ko theek se wohi samajh sakta hai ... jisne duniya dekhi hai, zindagi dekhi hai, zindagi ke utaar-chadao dekhe hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory