Tata aur Bata ko kabhi ghata nahi hua
Deven Verma
Pehle huyi ladai, phir laathi se unki aisi ki dhulai ... ki sabko nani yaad aayi
Bharat Bhushan
Ya habibi ... tu marega kabhi bhi
Johnny Lever
Main bura toh hoon par bahut nahi ... thoda acha bhi hoon
Unknown
Bacha toh pyar ki tarah hota hai ... karna nahi chahiye, ho jana chahiye ... toh itna zor se pyar karo ki bacha khud-ba-khud ho jaye
Kartik Aaryan
Aadmi na life mein do hi cheezon se fresh hota hai ... ek potty karke, doosra party karke
Manish Paul
Mohabbat ka chewing gum mat phulao ... phatenga toh apne munh pe hi laafa aayenga
Aap jaisi ladki ka haath lagna matlab ... ek kilo doodh mein se dus kilo paneer ka nikalna
Diljit Dosanjh
Hum Punjabiyon ke paas aur hai hi kya ... ek emotions, ek paneer
Gobar deto ho aur expect karte ho cake samajhke kha loon
Yami Gautam
Woh doodh hai toh main khatta nimbu ... phatt ke na zindagi ka paneer ban gaya hai
Jab jawan ladki pyar mein jaan deti hai ... toh chudail ban jaati hai
Badhon ka yarana karane ke liye ... choton ka pyarana bahut zaroori hai
Anupam Kher
Murkhon ke mohalle mein sayano ka jhopda ... kahan se chalaye is duniya mein samajhdhari ka rokda
Sanjay Mishra
Aa gaya superstar aur maina ... ab hoga melodrama, hai na?
Hi kar rahi hai, main haaye haaye kar raha hoon ... dhuan uda rahi hai, main dhuan ban raha hoon
Tum apne baap ko hi khanjar dikha rahe ho kanjar ... ek laafa denge aur zindagi kar denge banjar
Kunal Khemu
Ek baar joh maine commitment kar di ... toh phir main doosri commitment leta hoon aur uske baad teesri ... kya hai na ki aadmi kabhi kabhi pehli commitment bhool jaata hai
Lambi hai taangein, mast hai chaal ... Brahmi Amla Kesh Tel ke lambe lambe baal ... gaal hai laal, ladki hai malamaal ... uff, uspe uske goggle ki mazboot hai dhaal
Sabke saamne apahij hone ka raag ... aur asal mein bhaag Milkha bhaag
Tusshar Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory