Maut ko toh yunhi log badnaam karte hai ... takleef toh zindagi deti hai
Teri hi mitti par tere khandaan ke saath tujhe mitti mein milaonga
My expectations are not your ambition ... your expectation is my ambition
Jawani race ke ghode ki tarah hoti hai ... bandook chalte hi daudne lagti hai ... ragon mein khoon se zyada josh daudta hai
Jab chote the toh sochte the ki duniya badal denge ... vade huye toh samajh mein aaya ki duniya ko samajh le, yehi kaafi hai
Hamara dhande ka usool hai ... daudte hue ghode par baazi lagao ... agar ghoda langda ho jaaye toh usse goli maar do
Padai likhai mann se karo ... lekin khel kood jamke karo
Pichwaade mein itni goliyan maaroonga ... ki bachche bhi pital ke pehda honge
Zindagi ki sabse mushkil ladaiyan dushmano se nahi ... apno se ladi jaati hai
Sarkar do kisam ki hoti hai janaab ... ek woh jinhe hum chunte hai ... aur doosri joh humein chunti hai ... zara nazarein uthakar dekho ki kahan khade ho ... aur samjho ki yahan sarkar kiski chalti hai
Jab dil dimaag ke raste aa jaaye ... toh khatra pehda hota hai
Niyat kabiliyat se badkar hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory