Pehli tareek se, badi company mein, chota afsar ban raha hoon
Farooq Shaikh
Bekaar aadmi phatte huye tube ki tarah hota hai ... lekin mushkil toh yeh hai ki tube ka puncture phir bhi judh sakta hai ... lekin bekaari ka puncture nahi judhta
Johnny Walker
Senior officers hai na mausam ki tarah hote hain ... badalte rehte hai
Nana Patekar
Yeh woh kamina safed posh kasai hai ... joh peshe ki aad mein laashon ka karobaar kar raha hai
Unknown
Retire toh aadmi ko us din hona chahiye ... jab upar waale ka bulava aa jaye
Rajesh Khanna
Love is loveless ... I am jobless
Kunal Khemu
Aadmi ki khoobsurati uske kaam se pehchaani jaati hai ... uski shakal se nahi
Sapru
Hamare desh mein ... kaam dhoondna bhi ek kaam hai
Amitabh Bachchan
Farz ki ibaadat aur usool ke maqaam par pahunchne ke liye ... bahut kuch peeche chhod dena padta hai ... taki farz ke raaste mein koi jazba rukavat na pehda kar sake
Raaj Kumar
Syahi sasti hai, khoon mehenga hai ... ek mamuli si tankha par apni syahi baha dena koi mushkil kaam nahi ... lekin ek mamuli si tankha par apna khoon baha dena sirf dilari hi nahi ... deewangi hai
Mukesh Khanna
Pandhra saal ki padhai ke baad university yeh joh degree milne ka certificate deti hai na ... yeh naukri milne ka certificate nahi ... balki thokarein khane ka certificate hai
Yeh maa baap bhi bade ajeeb log hote hai ... pehle pareshaan rehte hai ki bachcha padhega ki nahi ... phir pareshaan rehte hai ki usse job milegi ki nahi ... phir pareshaan rehte hai ki unki shaadi-waadi hogi ki nahi
Police na kisise mohabbat karti hai, na nafrat karti hai ... hum sirf duty karte hai
Shafi Inamdar
Mere paas car hai lekin main phir bhi bekaar hoon
Mehmood
Jis naujawan ko kaam mein jee lagata dekho ... uss naujawan mein apna dil lagao
Utpal Dutt
IAS banna badi baat nahi hai ... badi baat yeh hai ki jis kursi par aap behtenge na ... usse aapki izzat na ho ... balki aapse us kursi ki izzat badhe
I want to work at a small firm, where I can make a big difference ... rather than working at a big firm, where I make no difference
Sanya Malhotra
Talash zindagi ka doosra naam hai ... kisi ko rozi ki talash hai aur kisi ko chain aur sukoon ki
Politics naukri nahi hai ... business hai, bahut bada business
Suhasini Mulay
(Aap log karte kya hai?) - Maar-keting ... boss target deta hai aur hum target poore karte hai
Ranveer Singh
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory