Sukh toh bewafaa tawaif ki tarah hai ... joh aaj iske pass, kal uske pass
Kader Khan
Khoon aur pasina neeche ki taraf behte hai ... magar paisa upar ki taraf
Prithviraj Sukumaran
Aulad ke aasoon baap ke dil pe tezaab ke boond ki tarah girte hai ... aur usse challi kar dete hai
Mukesh Khanna
Woh chahe hazaaro ghadiyaan khareed le ... magar unmein woh sirf waqt ko dekh sakte hai ... waqt ko ghulam nahi bana sakte
Unknown
Is duniya mein rehna hai ... toh judaai ki aadat dalni hi padti hai
Om Prakash
Everything is planned!
Akshay Kumar
Mana ki duniya mein karodon bache aise hai jinke maa baap nahi hai ... magar is duniya mein karodon maa baap aise bhi hai jinki koi aulad nahi hai
Rishteydari taqat waalo ke saath nahin ... sharafat waalo ke saath ki jati hai
Jis rishte ki buniyaad jhoot hai, fareb hai ... usse ret par bane mahal ki tarah dasna hi hoga
Maut ka khauf zinda logon ko ho sakta hai ... laashon ko nahi
Twinkle Khanna
Waqt ke aage kisi ki nahi chalti ... isliye waqt par hi chod dijiye
Alok Nath
Do kamzoor insaan ek kamyaab zindagi nahin bana sakte
Juhi Chawla
Kabhi kabhi sainkro saal ek pal ke aage haar jaate hain
Rekha
Cancer ke keedon ke samne ... na meri zindagi ki koi keemat hai ... na tumhare aasuon ki
Rajesh Khanna
Main woh har kaam karti hoon joh mana hai
Paoli Dam
Mere zakhm jaldi nahin bharte
Amitabh Bachchan
Mere aasuyon ka swad ... mere mann ka namak hi samajhta hai
Sahi ka hoga sahi ... galat ka galat
Salman Khan
Tootte huye log batate nahi ... unhe suna jaata hai
Mithun Chakraborty
Asal mein aadmi 4 feet 6 inch ka hi hota hai ... usse upar ki lambai uski akad hoti hai
Shahrukh Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory