Insaan ka dimaag kab kis waqt kya kar behte ... bhagwan bhi nahi samajh sakta
Koel Purie
Zulm ko insaaf ki chakki mein pisne ka waqt aa gaya hai
Aruna Irani
Izzat amiron ka shaunk hai
Dina Pathak
Duniya mein koi aisa insaan nahi hai jise kabhi galati na ho ... lekin sahi insaan woh hai joh sahi waqt par galati ka paschatap karle
Anupam Kher
Ek ladki ke jazbaat ko theek se wohi samajh sakta hai ... jisne duniya dekhi hai, zindagi dekhi hai, zindagi ke utaar-chadao dekhe hai
Nyay ke liye ladna bhi toh hamara naitik farz hai
Satish Kaushik
Woh log bhi is duniya mein nahi rahe ... joh dharm ki deewar khadi karke pyar ke aade aaye
Rama Vij
Joh aadmi apne aap mein jeeta hai ... woh finally apne aap se baatein bhi karta hai
Vinay Pathak
Zulm ki tahani kabhi phalti nahi ... nav kagaz ki sada chalti nahi
Pran
Ganga tann ka paap dhoti hai ... aur paschatap ke aasoon mann ka paap dhote hai
Unknown
Paap ka bhoj uthaoge ... toh sar jhukake jeena padega
Common man hona aur jeena ... koi short term course nahi hai
Bachchon mein zid achchi lagti hai, auraton mein shaandar lagti hai, badshahon mein bereham lagti hai ... magar iski yeh zid kaisi hai reh?
Mohan Joshi
Anyay ki kaali raat khatam ho rahi hai ... aur nyay ka suraj nikalne waala hai
Humse wafaadar rahoge toh maut tumse door rahegi
Dharmendra
Humne tumhe paal poskar is din ke liye bada nahi kiya tha ... ki humse sawal jawab karne ki jurrat karo
Amrish Puri
Yeh tumhari zindagi ka sabse aakhri dastagaz hoga ... iske baad zindagi mein tumhe kabhi bhi dastagaz karne ki zaroorat nahin padegi
Shatrughan Sinha
Main tum se bhi zyada oonchi awaaz mein bol sakta hoon
Yeh galat nahi hai ... yeh haqeeqat hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory