Happy hone ke liye famous hone ki kya zaroorat hai?
Dino Morea
Bure ke baad bura nahi hota
Unknown
Izzat ka sabse zyada dhol joh hai na woh beizzat log hi peette hai
Mohnish Behl
Takleefein hi aadmi ko mazboot banati hai
Sunny Deol
Kuch baatein aisi hoti hai joh insaano ko pata nahi honi chahiye
Brijendra Kala
Lala ka byaz ... paapi ki umar ki tarah badhta hi chala ja raha hai
Dard-e-dil ke vaaste pehda kiya insaan ko ... varna puja ke liye farishtey kam na the bhagwan ko
Pran
Bhagwan ne har shaitaan ke liye ek devta banaya hai
Amitabh Bachchan
Zindagi insaano ko todhti, nritya naye sancho mein dhaalti rehti hai
Ashok Kumar
Aaj ke baad tu hi nahi ... uski maut bhi usse talash karegi
Main maangta nahi ... cheenta hoon!
Joh sher bhagwan se nahi darta ... woh bhagwan ke kutto se kya darega
Main ginta nahi, cheenta hoon ... ginne waale kamzor hote hai
Dard itna meetha bhi ho sakta hai ... yeh aaj pata chala
Sunil Shetty
Khoon bahane se nafrat badti hai ... faisla nahi hota
Maa ka khoon chaatne wali kutte jaisi zabaan se main apna naam nahi sunana chahta
Auraton ke shareer ka sauda karke daulat kamane waale log toh maine dekhe the ... lekin apni maa ka sauda karne waala dalaal maine apni zindagi mein pehli baar dekha hai
Paap karna bura hai ... lekin usse bhi bura hai paap karke bhagna
Aaj ki tarikh mere hi khoon se likhi jani chahiye
Tu sach mein chand hai yaar ... noor bhi, guroor bhi, aur door bhi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory