Main ginta nahi, cheenta hoon ... ginne waale kamzor hote hai
Amitabh Bachchan
Dard itna meetha bhi ho sakta hai ... yeh aaj pata chala
Sunil Shetty
Jung se dharti ka seena toh laal hota hi hai ... yeh desh ki atma ko bhi ghayal kar deti hai
Dharmendra
Zameen kisaan ki maa hoti hai
Unknown
Khoon bahane se nafrat badti hai ... faisla nahi hota
Maa ka khoon chaatne wali kutte jaisi zabaan se main apna naam nahi sunana chahta
Auraton ke shareer ka sauda karke daulat kamane waale log toh maine dekhe the ... lekin apni maa ka sauda karne waala dalaal maine apni zindagi mein pehli baar dekha hai
Paap karna bura hai ... lekin usse bhi bura hai paap karke bhagna
Aaj ki tarikh mere hi khoon se likhi jani chahiye
Hum eent ka jawab patthar se denge
Credit ka kya hai na, oxygen cylinder ki tarah hota hai ... jisse zaroorat hai, us hi ko milna chahiye
Shahid Kapoor
Aadmi ko gutter ke andar se nikaal sakte hai, par uske andar ka gutter joh hai na kabhi bahar nahi nikalta
Bachpan mein maa se kahani sunta tha, ek hero ki aur ek villain ki ... tab pata nahi tha meri kahani ka hero bhi main hi rahunga ... aur villain bhi
Tiger Shroff
Zaroorat aur zaroori mein farak hota hai ... Alisha teri zaroorat thi ... aur mere liye zaroori
Shohrat cheez hi aisi hoti hai ... log isse sirf cheenna jaante hai, baatna nahi jaante
Rajesh Sharma
Kabhi kabaar chupne ke liye sabse achi jagah bheed hoti hai
Emraan Hashmi
Ek khuddar aadmi ke liye jail se badi saza hoti hai sasural ki roti todna
Saurabh Shukla
Problem kahin nahi hai ... yehi sabse badi problem hai
Ajay Devgan
Sab apne apne normal pe tikke behte hai ... aapka normal aapka, unka normal unka
Joh baaki log se alag hote hai, unke liye kisi na kisi ko ladna padta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory