Jis tarah ghoda dabakar bandook se goli bahar nikaal dete hai ... ussi tarah galati manane waale ke sar par haath pherkar hum purani baaton ko dil se nikaal dete hai
Pran
Birha ki aag mein jalte hue purush ki hridaya ki jwala ... updesh ke ghee se nahi bhujti ... usse prem, daya, mamta ke gangajal se hi shaant kiya ja sakta hai
Unknown
Tofha dekar chup rehne waale mahan hote hai ... tofha lekar chup rehne waale baimaan hote hai
Aaj usse uski bhool yaad dilane ka samay aa gaya hai ... uski bhool ki keemat chukane ka samay aa gaya hai
Ketki Dave
Mere shareer ke hazar tukde bhi ho jaye na ... tab bhi tujhe us zameen ka tukda nahi milega
Anil Dhawan
Jawaani shuru hone se pehle hi armaan khatam ho jaye ... yeh achchi parwarish ki nahi, mehengi parwarish ki nishani hai
Kiran Kumar
Badi cheezon ki keemat kabhi choti nahi hua karti
Madhavan
Kuch kho dene ka darr aur kuch paane ki tamanna ... dono ko ek saath itni gehrai se kabhi mehsoos nahi kiya
Sanjay Suri
Aksar anjaano ke samne dil ka gubaar nikaal dena zyada aasaan hota hai
Tu apno ka nahi, tere desh ka hi gaddar nahi ... balki gaddaron ka bhi gaddar hai ... aur tujh jaise gaddar ko zinda rehne ka koi haq nahi hai
Kader Khan
Tum toh un jaali noton se bhi zyada jaali nikle ... joh bazaar mein chalte hai
Karisma Kapoor
Pati par shak karna bhagwan par shak karne ke samaan hai
Jab jab insaan ke haath nek kaam karte hai ... unhe jalna padta hai, chaale padte hai ... phir aaise hi haathon par pyar ka marham lagta hai
Manoj Kumar
It won't be easy to let you go ... but it'll be a lot harder to hold on
Armaan dabaye ja sakte hai, chupaye ja sakte hai ... lekin jalaye nahi ja sakte
Narendra Nath
Chaku aur churi ke bal pe jeene waale log ... ek din khud chaku churi ke neeche aa jaate hai
Jis pyar ke sparsh se mera yeh shareer kundan ho gaya hai ... usse tum chune ki koshish mat karna ... varna jal-bhunkar raakh ho jaoge
Gandhi se bada is desh mein kuch nahi hai
Zakhm gehra ho yah mamuli ... ab toh har zakhm achcha lagne laga hai
Fardeen Khan
Insaan zindagi mein ek baar marta hai ... magar woh log baar baar marte hai, joh apni zindagi ka maqsad pura hone se pehle hi maut se darkar bhaag jaate hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory