Tumhare raj mein toh zulm ke khilaaf awaaz uthana bhi jurm hai
Amitabh Bachchan
Naukar maalik par ehsaan nahi ... sirf namak ka farz ada karta hai
Sanjay Dutt
Hindustan unka hai jinke haath mein pistol hai ... shehar se gaon tak pistol ki hukumat chalti hai, pistol ka samvidhaan chalta hai, pistol ka kanoon chalta hai
Rahul Bose
Mere andar kuch tootne lagta hai jab main hinsa hote huye dekhti hoon
Tabu
Siyasat ki duniya mein maa, baap, bhai, behen, beti, damad koi kuch nahi hota ... kyun ki aadmi jab upar uthna chahta hai, tab yeh sab rishtey aur jazbaat bojh bankar usse neeche ghaseet lete hai
Utpal Dutt
Sharam yahan ka sabse anmol gehna hai
Rajendra Nath
Kabhi kabhi toh lagta hai bhagwan bhi dhanwanon ki tarah gareebon ka saath nahi deta
Jeetendra
Kabhi kabhi rooh jism se zyada taqatwar hoti hai
Annu Kapoor
In dono haathon ko milana hi meri zindagi ka maqsad hain ... aur zaroori hua toh meri maut ka maqsad bhi
Hum mein khilane waale haath abhi pehda nahi hue
Sach toh yahi hai Sir ... ki aaj kal log sach darr darr kar hi bolte hain
Govinda
Main tumhe tumse zyada jaanta hoon
Rajesh Khanna
Tum mujhe galat samajh rahi ho ... kaash main sachchai bata sakta
Unknown
Arre ... isse toh tezz bukhaar hai
Bhaiyon aur behnon!
Ghulam ki toh na marzi hai apni, na angootha
Ajay Devgan
Aapke shabd aapke actions se mel nahi kha rahe hai ... aur aapke actions aapke shabdon ke saath mel nahi kha rahe hai
Aadmi bada kisi ka haath todne se nahi ... apna haath jodne se hoth hai
Akshay Kumar
Khatra agar uthaya na jaaye, toh aur badh jaata hai
John Abraham
Safar shuru hone se pehle tum safar ke malik hote ho ... magar jab safar shuru hota hai toh safar hi malik ho jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory