Jinki zindagi maut ki chaon mein guzri ho ... woh maut se kahan darte hai
Sunil Dutt
Us insaan ka marna bhi kya hai ... jiske marne ke baad usko koi dil yaad na kare
Govinda
Doodh agar sookh bhi jaye toh koi marta hai kya ... lekin bade bhai ke khoon ke baad agar chote bhai ka khoon sookh jaye ... toh yeh maut se bhi bhattar hai
Aamir Khan
Aadmi zindagi aur maut dono se jhoot bol sakta hai ... lekin apni premika se nahi
Pran
Jaan ke haath se jaan jaave ... toh jaan jaane ka mazaa aa jaave
Unknown
Insaan duniya ki har jung jeet sakta hai lekin ... maut ke aage usse haarna hi padta hai
Raza Murad
Insaan marta aur jeeta sirf apne khayalon mein hai ... varna maut jaisi toh koi cheez hi nahi hai
Rajesh Khanna
Kuch anjaam maut se bhi bure hote hai
Imran Khan
Zameen aasman ek karloge tab bhi tumne maut se koi nahi bacha sakta ... kyun ki Diwan ke aankh mein jab khoon utarta hai ... toh usse sirf khoon dikhai deta hai
Danny Denzongpa
Main tumhe aaisi maut doonga ... joh na tune dekhi hogi aur na hi suni hogi
Main tum logon ko aisi sazaa doongi ... ki tum log maut ke liye tarsoge ... aur maut tum tak nahi aayegi
Dimple Kapadia
Itni aasani se tujhe maut nahi aane waali ... tujhe toh jail ki kali kothri mein maut ka intezaar karna padega
Amitabh Bachchan
Maut hi ek aaisi sachchai hai joh atal hai ... jisse koi bhaag nahi sakta
Prem Nath
Zulm aur paap ka khel toh hamesha zaalimo aur paapiyo ki zindagi ke saath hi khatam hota hai
Shashi Kapoor
Yahan gaddari ki sazaa sirf maut hoti hai ... maut
Main tujhe is qaid mein ... har roz ek nayi maut maroonga
Shivaji Satham
In dono haathon ko milana hi meri zindagi ka maqsad hain ... aur zaroori hua toh meri maut ka maqsad bhi
Annu Kapoor
Hum jaise log maut ke saath shatranj ka khel khelte hain ... kabhi baazi uski, kabhi baazi hamari
Duniya mein sadaa rehne ko aata nahi koi ... tum jaise gaye aaise bhi jaata nahi koi ... kyun marke bhi honthon pe hassi khel rahi hai ... sab jaante hai aur batata nahi koi ... dil pehle hi darta tha ki jal jayega daaman ... daaman se amar deep bhujata nahi koi
Main aandhi hoon joh ek hi saans mein hawa ka rukh badal deti hai ... yehi aandhi tumhe tinke ki tarah udhake maut ke ghat tak pahuncha degi ... aur woh ghat itna sookha hoga ki marte waqt joh tum pani maangoge ... toh tumhe pani ki boond bhi naseeb nahi hogi
Shatrughan Sinha
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory