Yeh bhailogy hai bhailogy ... bahut bhari subject hai aur apun iska master
Na mili koi beautiful chick ... toh chalega koi bhi Tom, Harry ya Dick
Tujhe dekh ke samajh mein aate hai saale ... ki saala gaali kaisi bane
Lovers ke beech mein ho gayi judaai ... kya phir aage mil payenge, tumhi dekho bhai
Galat aadmi ko galat pehchana hoyenga apun life mein ... lekin sahi insaan ko sahi pehchanta hai apun
Abhe Pandu with a "G"
Aye bubblegum ... ek hulki doonga na ... phat jayegi
Ladki aur kadki ... Meet ka baal bhi baanka nahi kar sakti
Ladkiyan aur din ... subah hote hi badalne chahiye
Jab aisi taisi hoti hai ... toh taisi aisi ho jaati hai
Tu gandi baatein badi achchi karta hai
Logon ke din aate hai ... meri raat aayi
Dal fry ho yah biryani, ghar ka khana changa ... bahar khane jaoge, toh ho jayega panga
Saale ghadhe ... ministeron ki najayaz aulad
Pakistan ka rashtrapati sirf ek musalman ho sakta hai ... Hindustan mein Abdul Kalam saab rashtrapati reh chuke hai ... issi ko kehte hai Hindustan ... jahan dharam se badkar ek cheez hai ... desh
Rashtravadi meri sampati hai aur janta hi mera dhan ... sar uthega toh tirange ke liye ... awaaz uthegi toh aawaam ke liye
Pakki sadakein banane ke liye pakki niyat chahiye ... chaubees ghante bijli lane ke liye dimaag mein roshni chahiye
Main Gujarat mein dhanda hone dunga, Gujarat ka dhanda nahi ... my Gujarat is not for sale
Jab tak Hindustan ki mahilayein majboor hai, yeh desh kabhi majboot nahi ho sakta ... kyun ki nari shakti mein hai Bharat ki shakti
Bharat badal chuka hai sahab ... yahan aapke baap ka naam nahi, sirf aapka kaam chalega
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory