Kabhi kabhi ek jhoot bhi insaan ko tabaah kar sakta hai ... aur kabhi ek sach bhi
Rekha
Sabse khoobsurat jhooth wohi log bolte hai joh hamesha sach bolte hai
Saurabh Shukla
Jis tarah kuch aadmiyo ki kamzori baimaani hoti hai ... is hi tarah kuch aadmiyo ki kamzori imaandari hoti hai
Ajit Khan
Prithviraj Raghuvanshi satya ko Ram Ram kare hai ... par jhoote ka Ram naam satya kare hai
Ajay Devgan
Jab bhook lagti hai na toh pet yeh nahin poochta ... ki yeh roti imaandari ki hai ya baimaani ki
Sanjay Dutt
Jhoot ki deewarein imaandari ki thokar par ret ka dher ban jayengi
Sunny Deol
Tumhare mooh se jitne jhoot niklenge ... main utni goliyan tumhare seene mein daal doonga
Sanjeev Kumar
Raaz chahe pati ka ho ya patni ka ... agar usse dono ke beech khol diya jaye toh badapan hota hai ... aur chupaya jaye toh dokha hota hai
Govinda
Zulm aur jhoot ki dhaali par ek baar phal lagta hai ... dobara nahi
Manoj Kumar
Sher Khan baimaani ka dhanda bhi imaandari se karta hai
Dhokhe ki khaasiyat hai ... ki dene wala aksar koi khaas hi hota hai
John Abraham
Jhoot aksar bahut aasani se gaale se neeche utar jaata hai ... sach ko nighalna bahut kathin hai
Unknown
Jab tak sach joote pehenta hai ... jhooth poore duniya ka chakkar lagake aa jaata hai
Aurat agar jhoot bolne par aaye na ... toh shatir se shatir aadmi ko dhokha de sakti hai
Rajendranath Zutshi
Joh ladki apne baap ko thug sakti hai ... woh kisi aur ki sagi kya hogi
Jis jhoot se kisi ka ghar basta hai ... woh jhoot, jhoot nahi hota
Deepika Padukone
Main is jhoot ko itne bade sach mein badal doonga ... ki woh sach ke sivah aur kuch nahi rahega
Rajesh Khanna
Aaj imaandaar woh hai jiski baimaani pakdi nahi gayi ... aur begunah woh hai jiska jurm pakda na gaya ho
Emraan Hashmi
Game ka simple rule hai bachu ... nakal mein hi akal hai
Main juttha toh kutte ka jaana ... aur sachcha toh teri maa ka khasam ... bhenchod!
Saif Ali Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory