Sab kuch hai mere paas saans lene ke liye, zindagi guzaarne ke liye ... par zindagi jeene ke liye kuch bhi nahi
Aftab Shivdasani
Joh achcha tairakh hota hai na ... woh toofani lehron mein beh nahi jaata ... balki unhi lehron ko apni naav bana leta hai
Amrish Puri
Duniya mein do tarah ke mard hote hai ... ek joh kabhi mauke par saath nahi dete ... aur ek joh mauka dhoondte rehte hai
Sonakshi Sinha
Pardes mein agar apne saath ho na ... toh desh ban jaata hai ... varna desh bhi pardes lagta hai
Shahrukh Khan
Jo nahin ho sakt ... wahi tho karna hai
Hum insaan hamesha kisi aur ki zindagi churake jeena chahte hai ... yeh fitrat hai hamari
Ranbir Kapoor
Galatiya bhi rishto ki tarah hoti hai ... karni nahi padti ... ho jaati hai
Irrfan Khan
Jab aadmi daulat aur taqat ki wajah se jitna bada hota jaata hai ... utna hi sach aur asliyat se door hota jaata hai
Mujhe jahan pahunchna hai uske liye yeh raftaar bahut zaroori hai
Meri zarooratein kam hai ... is liye mere zameer mein dum hai
Ajay Devgan
I'm not a rebel without a cause
Shahid Kapoor
Jiska dil gham ki tanhaiyon mein ujadh gaya ho ... woh bahar se kitna hi sehatmand lagta ho, lekin andar se toh bimaar hi rehta hai
Rajesh Khanna
Tumhare liye toh main ek sundar shareer se zyada kuch thi hi nahi ... aur ab bhi tumhe mere shareer ke alava kuch aur nahi milega
Manisha Koirala
Jua woh nasha hai ... joh ek baar jeete toh insaan ko vapas kheench laata hai
Sanjay Dutt
Baaziyan palat jaati hai jab insaan palatte hai
Akshay Kumar
Jail mein ladna, marna, maarna sab maaf hai ... mooh kholna maaf nahi hai
Tusshar Kapoor
Jis din naam bataonga ... us din ke baad kabhi bhulega nahin tu
Vidyut Jamwal
Hamare dhande mein ek galati ko maaf karna ... usse bhi badi galati hai
Aaj ke baad aapko shikayat ka mauka nahi milega
Ritesh Deshmukh
Duniya ki koi jagah itni door nahi hai jahan jurm ke paon mein kanoon ... apni faulaadi zanjeeren pehna na sake
Kader Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory