Bhayanak sapno ko bhool jaana ... achchi baat nahi
Sunil Shetty
Pehle bada upar jaata hai ... phir chota bada ban jaata hai ... simple
Kay Kay Menon
Is desh mein gareebo ko insaaf bahut mehenga milta hai
Unknown
Aapke chabuk ne mujhe itne zakhm nahi diye ... jitna ki badnaami ke uss daag ne
Ajay Devgan
Uss vaishi darinde ne meri maa ke haath toh kaat diye hai ... lekin meri maa ka aashirwad nahi kaat sakta woh
Dharmendra
Abhi tak bahut se police afsaron ki ragon mein ... angrezon ki pilai hui sharaab ki booh baki hai
Ajit Vachani
Jab doosra koi kaam kar raha ho toh beech mein dhakal dena badtameezi hoti hai
Danny Denzongpa
Kahi apne begaane ho jaate hai ... aur kahi begaane apne ho jaate hai
Shobhraj joh karta hai woh kehta nahi ... pehle karta hai phir kehta hai
Kader Khan
Ab yeh haath chori ke maal ka bhoj nahin ... balki hathkari ka bhoj uthayenge
Jeetendra
Baap ki arthi bete ke kandhe pe jaya karti hai ... bete ki arthi baap ke kandhe pe nahin
Amitabh Bachchan
Joh insaan wafaadar aur gaddar mein fark nahi samajh sakta ... woh maalik hone ke layak nahi ho sakta
Sanjay Dutt
Abhi shareer mein garmi hai beta ... jab thanda ho jaye toh jhauk dena aag mein
Ashok Kumar
Khoon ke saare rishtey ek sachche police officer ke liye ussi din khatam ho jaate hain ... jis din yeh vardi pehenta hai
Anupam Kher
Hum mein logo ko is hadh tak darrana hai ... ki unhe apni zindagi ka har din aakhri din lage
Amrish Puri
Jo neta desh ko progress ki aur le jaaye, us desh bhakt ko shaheed ho jaana chahiye
Dalip Tahil
Maine jitni bhi taleem haasil ki, jitni bhi kitabein padhi hai ... un kitabon ki likhayi meri maa ki mehnat ke pasine se likhi hui hai
Jab duty tafri ban jaye aur juari vardi se darne ki bajah vardi ke saath behetkar jua khelne lage ... toh dav par chand sikke nahin ... mulk ki kismat bhi lag jati hai
Suresh Oberoi
Mujhe toh sirf apne aap se hi darr lagta hai
Aaj hum teri jawani se zaroor khelenge
Amjad Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory