Azaadi is a song of terrorism
Anupam Kher
Kisi ko bewafa kehna bahut aasaan hota hai ... par usse samajhna utna hi mushkil hota hai
Unknown
Kahani kirdaar se nahi ... halaat se pehda hoti hai
Abhishek Bachchan
Yeh tumhari lakshmanrekha hai ... Sita ne paar ki toh Ramayan chiddi thi ... tum karoge toh Mahabharat
John Abraham
Khatra agar uthaya na jaaye, toh aur badh jaata hai
Joh aankhon se dikh jaaye ... woh zakhm hi kya
Saif Ali Khan
Hum kahan rehte hai usse farak nahi padta ... hum kiske saath rehte hai aur woh humein kitna pyar karta hai ... farak isse padta hai
Arjun Kapoor
Jab ek rishta toot'ta hai na toh bahut dard hota hai ... lekin usse bhi zyada dard hota hai jab woh bikharta hai
Taqat se badi latt nahi hoti ... aur usko banaye rakhne ke liye koi kisi bhi hadh tak ja sakta hai
Har achchai ki koi nirdharit keemat hoti hai ... woh chahe paisa ho, gyan ho, ya phir dard ... aur dard ki keemat chukani padti hai
Amitabh Bachchan
It's good to be hated for what you are ... rather than loved for what you are not
Koi bhi insaan janam se bura nahi hota ... pyar ki kami, galat saathi aur bura mahool insaan ko gumrah kar dete hai
It's a strange world ... kuch log dard bardash nahi kar sakte toh kuch log dard mehsoos nahi kar sakte
They say love kills ... it actually does
Rajeev Khandelwal
Jis tarah insaan purane kapde phekkar naye kapde pehan leta hai ... us hi tarah aatma bhi purane jism ko chhodkar naya jism dharan kar leti hai
Rajesh Khanna
Aapke aasoon mera dard ban jayenge ... aur aapki takleefien meri pareshaniyan kehlayengi
Amrish Puri
Nau mahine pet mein rakhne se koi aurat maa nahi ban jaati ... kya tumne ek maa ki tarah kabhi isse apna doodh pilaya, kabhi apni baahon mein jhulaya, kabhi seene se lagakar pyar kiya ... nahi ... jab tumne maa ka kartavya nahi nibhaya toh tum mein maa kehlane ka koi adhikar nahi
Jeetendra
Dharti par pedh ughe toh sab usse dharti maa kehke uski puja karte hai ... tab yeh koi jaanne ki koshish nahi karta ki iska beej kahan se aaya ... lekin aurat ke bache ko uske baap ke naam se hi jaana jaata hai is duniya mein
Joh guzar gaya woh kal tha ... joh aane waala hai woh bhi kal hai ... faisla tumhe karna hai tum kis kal mein jeena chahte ho
Renuka Shahane
Pati woh hota hai jise patni parmeshwar samajhkar poojti hai ... ek kamzor aur besahara aurat par zulm karne waala pati nahi ... rakshas kehlata hai
Sunil Shetty
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory