Mazdoor ko mazdoori paseena sookhne se pehle mile ... aur mazloom ko insaaf dard mitne se pehle
Vinod Khanna
Kanoon andha hota hai ... judge nahi
Saurabh Shukla
Mera farmaan aaj bhi iss shehar ka kanoon hai
Om Puri
Tu police waala nahin bhadwaa hai ... joh kanoon ko rundi banakar gundon ke haathon mein bechta hai
Sanjay Dutt
Duaon se swarg aur narak ke faisle hote hai ... kanoon ke nahi
Mohan Joshi
Kanoon shaadi ko todh sakta hai ... pyar ko nahi
Kamal Hassan
Kanoon jazbaat ki nahi sabooton ki zabaan sunta hai
Shakti Kapoor
Kanoon kamzor nahi hai ... kamzor hai hum
Ajay Devgan
Adalat toh sirf saboot par faisla karti hai
Kulbhushan Kharbanda
Taluk hai my lord, taluk hai!
Unknown
Kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai
Insaaf karte waqt har doosre rishtey ko bhool jaana padta hai
Nargis
Criminals ki sooch kanoon se aage jaa nahi paati
Main illegally legal kaam karta hoon ... legally illegal kaam nahi
Amitabh Bachchan
Jiske paas koi saboot ya gawah na ho ... kya woh nirdosh nahi hota?
Nutan Behl
Gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey ... taz-e-raate-hind dafaa 302 ke tahet ... muzrim ko sazaaye maut di jaati hai
Vyavastha se gunehgar bante honge ... lekin gunahon ko vyavastha ki pratishtha dene ka kanoon ko koi haq nahi hai ... gunah ki vyavastha nahi ho sakti
Kanoon ki talwar se kanoon ka hi khoon kiya tumne
A. K. Hangal
Main roz kanoon banata hoon aur roz todhta hoon
Prem Nath
Rukjao ... kanoon ko apne haath mein mat lo
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory