Shartein business mein hoti hai ... ghar grihasti mein nahi
Anupam Kher
Hamare dhande mein leader agar kamzor par jaye ... toh ussike chokre goli maarke uski jagah le lete hai
Mukesh Tiwari
Jahan munafa na ho ... wahan bilkul waqt barbad nahi karna chahiye
Sabyasachi Chakraborty
Business mein main dosti nahi paala karta
Danny Denzongpa
Din mein karobaar ... raat ko gharbaar
Omi Vaidya
Hamari organization ko insaanon ki nahi ... balki kaam karne waalon ki zaroorat hoti hai
Amrish Puri
Businessmen idea bechte hai aur entrepreneur idea banate hai
Unknown
Yeh show business hai ... is mein joh dikhta hai woh bikta hai ... lekin woh kahan dikhta hai isse tay hota hai ki woh kitne mein bikta hai
Rajpal Yadav
Dhanda badalne se dushman nahi badalte
Yeh hi Mama Banarasi ka dhanda hai ... gale mein samasya ka phanda hai ... magar Mama Banarasi kaatte hai aur shaadi byah ke rishtey ko prasad ke ladoo ki tarah baantte hai
Kader Khan
Padhe likhe logon ke saath mein hai na, kabhi likha padhi ka kaam nahi karna chahiye
Paresh Rawal
Yahan ka har sauda raat ke andhere mein hota hai
Ramayan Tiwari
Apun ke dhande mein aadmi ko dhande se nahi pehchanta ... lekin uska kaam karne ke style se pehchanta hai
Itne saare grahak ... itne dino ke baad
Rajendra Nath
Dhanda koi bhi ho ... chalta zabaan pe hai
Saurabh Shukla
Hindustani businessman ki ek bahut badi khoobi hai ... woh kam se kam paisa dekar achche se achcha result maangta hai
Raj Babbar
Hum business karne se pehle aadmi aur maal dono ki khabar nikaal lete hai
Gulshan Grover
Hamare dhande mein hamare saaye ko bhi pata nahi chalna chahiye ... ki hum kya karte hai
Kiran Kumar
Hamare dhande mein jazbaat aur rishtey nahi dekhe jaate
Raza Murad
Jurm aur dharam ka dhanda darr ke bal pe hi toh chalta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory