Izzat, zillat, shohrat, maut ... sab uske haath mein hai
Alok Nath
Mere haath mein maut ki rekha hi nahi hai
Gulshan Grover
Guru aaya tha toh guru ghantaal bhi aayega ... mere haathon se apni maut ko kabhi taal nahin payega
Mohan Joshi
Ek maut tere gunaahon ke sazaa ke liye kaafi nahi
Rajinikanth
Manushya sari duniya par vijay prapt kar sakta hai ... lekin mrityu par vijay prapt kar nahi sakta
Unknown
Maut ko bhi tum nahi chunte ... maut tumhe chunti hai
Ajay Devgan
Is sanaate ko todne ke liye main maut ka dhamaka karoonga
Mithun Chakraborty
Hum jaisa police waala sar par topi nahin, kafan baandta hai ... taki tum jaise hathyaaron ko ... kanoon ki zanjeeron mein jakarkar ... maut ke andhe kuye mein dhakel sake
Politics ka bas ek hi anth hai ... vinaash ... maut
Anupam Kher
Sacha pyar kabhi marta nahi ... marne ke baad bhi
Supriya Karnik
Is duniya mein har koi ek cheez se darta hai ... aur woh hai maut
Hum tumhe aaisi maut denge ... ki log kutte ko bhulakar tumhari maut ki misaal diya karenge
Raj Babbar
Imaan ki bhi keemat hoti hai ... sirf maut rishwat nahi leti ... is liye ke kafan mein jeb nahi hote hai
Feroz Khan
Bambai se zindagi wapas nahi jati ... sirf maut jati hai
Ashish Vidyarthi
Mere marne ka maatam mat karna ... maine khud yeh shahadat chunni hai ... main jeeta hoon marne ke liye ... mera naam hai sipahi
Tumhe pata hai darr ke aage aur peeche kya hai ... darr ke peeche hai maut ... darr ke aage hai zindagi
Salman Khan
Zindagi ka sirf ek hi sach hai ... death ... baki sab doodh mein milaya hua pani
(Apni jaan se bhi keemti kuch aur hai kya?) ... Hai, woh ke jiske liye mara jaa sake
Shahid Kapoor
Hum mein apna ilaaj-e-dard-e-dil karna bhi aata hai ... hum aaise jeene waale hai jinhe marna bhi aata hai
Meena Kumari
Agar kisi ne maut ko kareeb se dekha ho ... toh usse pichle janam ki baatein yaad aati hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory