Tum ladkiyan seedhe sawaal ka seedha jawaab kyun nahi de sakti?
Yeh ameer log apne liye khud chikna sadak banaye ... hamari raah mein aisa bada bada ghadda khod diye ... lekin yehi woh sabse badi galati kar diye ... humko saala chalang lagana sikha diye ... jab samay aayega toh sabse bada aur sabse lamba chalang hum hi maarenge
Prayaas aur safalta ke beech mein ek hi number ka farak hota hai
Mera ek vishvas hai ... mujhe lagta hai ki bhagwan ne hum sabke liye kuch na kuch tay kar rakha hai ... wohi jaanta hai aur wohi faisla karta hai ki hum kab, kahan, kisse aur kaise milenge
Wafaadari ka jazba kabhi kabhi insaan ko gustakh bana deta hai
Kisi aur ke haath se khane ka mazaa hi kuch aur hai
Zindagi ki khushiyo ka batwara ... shunk aur azaan ki awaaz se tay nahi hota
Vishvaas aur confidence, jab yeh do tumhare saath ho na ... toh raaston ko dekhne ki zaroorat nahi padti
Kripya apni kursi ki peti bandh lijiye
Sikka girne par awaaz hoti hai... uthate waqt nahi
Ghar ki izzat sanskaro par khadi hoti hai ... daulat ke dherro par nahi
Pata nahi duniya ke kis kone se aayi thi ... aur meri duniya ban gayi thi
Insaan ko kabhi ishwar banne ki koshish nahi karni chahiye
Shaadi ek vishvas hai, pyar hai ... ek vachan hai joh hum ek doosre ko dete hai
Log shor se jaagte hai aur khamoshi mujhe sone nahi deti
Ab toh meri zindagi ka maqsad hi yahi hai ... ki main itna kaabil ban sakoon ... ke tumhare har sapne ko poora kar paun
Joh har haath ko haath aur har kisi ka saath deta hai ... wohi toh Krrish hai
Love and music have no language
Skirts ke naam pe ghagra pehenke aati ho tum
Dhoop zindagi deti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory