Daag daaman pe nahin ... dil pe liya hai maine
Aaj mere paas buildingey hai, property hai, bank balance hai, bungla hai, gaadi hai ... kya hai, kya hai tumhare pass?
Apun kutte ki woh dum hai joh barah baras nalli mein daalke rakho ... nalli tedhi ho jayegi ... apun seedha nahi hoga
Himmat uske paas hoti hai jiske dil mein sachchai ho
Zindagi aur kuch nahi sirf ek rishtaa hai ... joh in rishton ko todh deta hai, woh apno tak ko kho deta hai ... aur joh in rishton ko nibha leta hai, insaan toh kya bhagwan ko bhi paa leta hai
Mere haath lohe ki zanjeer se nahi ... dosti ke dhaage se banda hai
Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai ... ek woh joh kachre se uthta hai ... aur doosra woh joh paap ki gandhgi se uthta hai ... kachre waala keeda insaan ko beemar kar deta hai ... magar paap ki gandhgi ka keeda saare samaaj ko beemar kar deta hai
Ye sar kisi insaan ke samne nahi jhuk sakta jailer sab ... jhukega to uski chaukhat pe ... ya uski darbar mein jhukega
Hamari adalaton mein justice nahi, judgement hota hai ... insaaf nahi, faisla hota hai
Yeh awaaz ek kutte ke mooh se bhi achchi lagegi
Hamare ek ishare par hawa bhi rukh badalti hai ... mere tinke bhikere joh, jahan mein kiski hasti hai
Aapne kabhi apni aankhen dekhi hai? ... jahan dekhti hai ek rishta kayam kar leti hai
Bachpan mein humne isse khelne ke liye khilona nahi diya ... toh aaj yeh hamari bhavnaon ke saath khel raha hai
Pehli baar ... ek hi baar aata hai
Aaj tak tum bolte aaye aur main sunta aaya ... aaj main bolonga aur tum sunoge
Anpad ke pass padhe likhon ke sawaal ka jawab nahi hota
Main tera dost hoon, tu haddi main gosht hoon ... tera mera saath hai, maut ki baat hai, dushman ki gardan mere haath hai ... yeh uski khopdi, yeh meri laat hai
Aaj ke baad apne aadmiyo se keh do ki hamesha tumhare nazdeek rahe ... kyun ki tumhari nazdeek ki nazar kamzor hai
You're a woman of questionable character!
Jiska koi dost nahi hota ... uska koi dushman bhi nahi hota
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory