America ke paas Superman hai, Batman hai, Spiderman hai ... lekin India ke paas Padman hai
Jab audio ki vajah se video chalta hai ... usko picture kaise bula sakte hai ... it is not picture, it is mixture
Apni dharti se gaddari karna ... matlab apni maa ke saath gaddari karna
Dushmano ko maaf karna insaaniyat hai ... lekin makkaron ko maaf karna bewakoofi hai
Bahar khade rehkar tamasha dekhne waala sirf vedant jhaad sakta hai ... kisi ke andhar ki peedha nahi samajh sakta
Har insaan ki taqdeer ek jaisi nahi hoti
Daulat se bistar khareeda jah sakta hai, neend nahi ... aurat khareedi jah sakti hai, pyar nahi ... jhoot kareeda jah sakta hai, sachchai nahi
Joh darwaaze pehle se hi khule hoon ... woh khat-khataye nahi jaate
Jis kaam ke liye aapne mujhe rakha hai ... woh kaam kaise kiya jayega ... yeh soochna bhi mera kaam hai
Yeh ghar mera hai ... is ghar mein bole hue mere har alfaaz kanoon ke barabar hai
Mere sar par jab tak mere maa baap ka aashirwad hai ... lohe ki talwar toh kya ... aasman se girne waali bijliyan bhi mera kuch nahi bighad sakti
Taqdeer kabhi kabhi insaan ko apne hi desh mein pardesi bana deti hai
Tere liye toh maine nark ke darwaze bhi bandh kar diye kamine
Hamare desh mein ... kaam dhoondna bhi ek kaam hai
Choron ke yahan chori ... chori nahi kehlati ... hera pheri kehlati hai
Aaisi maut marenge ... ki ek baar maut ko bhi paseena aa jayega
Meri maa mujhe wapas dedo
Dhai din ki dophari ... shaam raat amavas ki ... sheesham ke ghode par hoke savaar ... aayegi shaamat gunehgaron ki
Kal main rahun ya na rahun, jiyun ya na jiyun ... toh kya, koi farak nahi padta ... kyun ki meri amanat aap hai, meri vasihat aap hai, meri sarkar aap hai
Lalach aur darr kisi ko bhi gaddar bana dete hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory