Jab maine tumhare zindagi mein paon rakha, toh waapsi ke saare raaste saare darwaze bandh kar diye ... ab mere paas aur koi raasta nahi hai sivah tumhare, yah phir maut ke
Woh aulaad nahi janni, joh apne maa baap ke shraap se bach sake
Hum usse hi dushman samajhte rahe ... joh hamare liye masiha tha
Kisi ko pyar karna aur ussi se pyar paana ... bahut kam logon ko naseeb hota hai
Hum sab kuch chhod denge ... yeh ghar, yeh duniya, yeh zindagi
Premika banna bahut aasan hai ... biwi banna utna hi mushkil hai
Tumhare intezaar mein aasoon bhi sookh gaye ... joh sapne sanjoye, sare toot gaye
Tum shayad mere bagair reh sakte ho ... magar main tumhare bagair na reh sakti hoon, na jee sakti hoon ... haan mar sakti hoon
Woh joh hai woh main hoon ... aur main joh hoon woh woh hai
Main tumhe bhool jaon, yeh mumkin nahi ... aur tum mujhe bhool jao, yeh main kabhi hone nahi doongi
Gareebi se bada is duniya mein koi shraap nahi hai ... aur bhook se bada koi dukh nahi
Patni har cheez ka batwara bardaash kar sakti hai ... lekin apne pati ka nahi
Harra rang aur bhagwa rang, green and saffron ... Hindustan ke jhande ka ek hi hissa hai ... usse ek hissa hi rehna chahiye ... poora jhanda banne ki koshish nahi karni chahiye
Chehra mera tha, nigaahein uski ... khamoshi mein bhi woh baatein uski ... mere chehre pe ghazal likhti gayi ... sher kehti hui aankhen uski
Ab ke hum bichre toh shayad kabhi khwabon mein mile ... jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile
Bhujne ke saath joh khatam ho jaye woh hawas hoti hai ... par tripti ke baad jab pyas badh jaati hai ... woh pyar hota hai
Tumne gareeb dekhe honge ... gareebi nahi
Kya bachon ki tarah cricket khel rahe ho? ... khelna hai toh mere kaale kaale lambe baalon se khel ... mere reshmi dupatte ke aanchal se khel ... mere khwabon mein aakar mere khayalon se khel
Pothi padh padhkar jag mua, pandit bhaya na koi ... dhai aakhar prem ka, padhe so pandit hoye
Bimaari ko chupane se rog kam nahi hota ... badh jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory