Joh main hoon woh main nahi hoon ... joh main nahi hoon woh main bilkul nahi hoon ... joh main bilkul nahi hoon woh main hoon
Aadmi pyar chahta hai, aadmi pyar karna chahta hai, pyar paana chahta hai
Kaali surat, kaali kartoot
Pyar karne wale aitbaar ka certificate nahi maangte
Stree maya hai, moh hai, andhakar hai
Pet anaaj se nahi bharta ... pyar se bharta hai
Buzdilon ke haath se goli nahi chala karti ... jaan wohi le sakte hai joh jaan dena jaante hai
(Didi ki muskaan achhi nahi lagi aapko kabhi) - Jahan inke dimple padte hai na ... teri didi ke wahan pimple rehte the
Aadmi paisa kyun kamata hai ... car ke liye ... pet ke liye ... carpet ke liye ... aur kis liye
Jab tak rahe saans aur haddi ... chalti rahe gaddi ... Jai Mata Di!
Kab se tadap raha tha deedar ke liye ... aankhen taras gayi apne yaar ke liye
Jab dil mein paap ka andhera ho ... toh koi bhi pooja, kaisi bhi prarthana ujaala nahi kar sakti
Tu toh meri umeedon ka junction hai ... dil se dil ka relation hai, connection hai, attraction hai, action hai, reaction hai ... yane ki tu meri mohabbat ka main station hai
Hum insaan bhi kamaal ki cheez hai ... bade bade se rocket wahan door door aasmaan tak pahuncha dete hai ... lekin joh hamare kareeb hote hai unki choti choti nafraton ko chhod nahi sakte hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory