Dosti aur wafaadari ka saboot baaton se nahi ... kaam se diya jaata hai
Pran
Desh se badhkar koi nahi hai ... na rishtey, na naate, na sambandh, na koi bandhan ... iski mitti se mohabbat mera imaan hai, wafaadari mera karam ... is dharti ka dushman chahe bahar ho ya andar, chahe apna hi khoon ho ... uska sarvanash kar dena hi mera dharam hai, mera imaan hai, mera farz hai, meri puja hai ... mujhe yeh kasam hai, mujhe yeh kasam hai, mujhe yeh kasam hai
Sheeba
Kehte hai pyar mein sachchai ho ... toh kiss karte waqt aankhen band ho jaati hai
Bobby Deol
Jisse dekho sharif aadmi dhoondta hai ... kyun ki ek sharif aadmi ki wajah se dus badmaashon ka ghar chalta hai
Harish Patel
Apun ka kaam imaandari ka hai ... aur inaam na milne par ... kabhi bhi dil baimaan ho sakta hai
Unknown
Imaandari fashion mein nahi hai ... baimaani hai hit, super hit
Joh log paisa kamakar apna imaan gavah dete hai ... woh daulat hote hue bhi fakiron se battar hai
Amitabh Bachchan
Suni-sunai baaton par yakeen nahi karte ... lekin suni-sunai baaton mein kuch na kuch sachai toh zaroor hoti hai
Sach aur khushi dono insaan ko ek saath nahi milti
Sach ki awaaz sabse oonchi hoti hai
Farooq Shaikh
Woh jhooth sach se hazar gunah bada hai ... joh kisi dukhi ko shanti de, sukh pahunchaye
Dev Anand
Burai chahe kitni bhi taqatwar ho ... achai ko koshish nahi chhodni chahiye ... bas ladte raho sachai ke liye, insaaf ke liye
Aap natural tarike se apne imaandari ki kamai ka kaam karte jayiye ... desh pragati khud ba khud karta chala jayega
Sanjay Mishra
Sachai ki mushkil yeh hai ki ... ek baar pata chal jaaye toh usse mooh nahi moda jaa sakta
Satya pareshan hota hai ... lekin parajit nahi
Om Puri
Ek sach ko jhooth banne ke liye ... ek jhooth ko sach banna padta hai
Baimaani ke chocolate se imaandari ki chane hazar gunah zyada achche hai
Mukri
Sachai se kahin zyada kabhi kabhi masoom sa jhoot dil ko bada baahta hai
Shammi Kapoor
Barson imaandari ka dhong karte rehte ho ... aur mauka milte hi aaisi baimaani karte ho ki shaitan bhi sharma jaye
Gulshan Grover
Sachai par chalne waala insaan ... waqt aane par gundon se kahin zyada khatarnak ban jaata hai
Dharmendra
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory